The month of Ramazan is a month of worship for Muslims. In this month, Muslims leave all their work and worship only one Allah. This month is also called the month of the month of prayers. So, people use Ramazan poetry and Ramazan quotes in Urdu this month to convey the message of Ramazan. You have chosen the right place if you want the best and highest quality Ramazan Poetry in Urdu or Islamic Ramadan quotes in Urdu. You will find all kinds of poets here.
If you like Ramazan Poetry in Urdu, you can send it to your friends, family, relatives, teachers, and cousins for free. You can also use social media platforms like Facebook, Twitter, Instagram, and WhatsApp.
Ramzan poetry in Urdu
دنیا جس بھوک پیاس سے ڈرتی ہے
میرے رب نے اس کو عبادت بنا دیا
Duniya jis bhook pyaas se darti hai
Mere Rab ne is ko ibadat bana diya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مالک غیب سے کچھ ایسا انتظام کردے
ماہ رمضان میں مدینے کا مہمان کر دے
Malik Ghaib se kuch aisa intizaam karday
Mah-e-Ramzan mein Madine ka mehmaan kar de
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
دل میں خوشیوں کا پیغام آرہا ہے
مبارک ہو مومنو رمضان آرہا ہے
Dil mein khushiyo ka paighaam araha hai
Mubarak ho momino Ramzan araha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رحمت اور برکت کا آیا مہمان
نعمت اور مغفرت کاملے گا انعام
کر لو تیاری استقبال کی
آرہا ہے پیارا ماہ رمضان
Rehmat aur barkat ka aaya mehmaan
Nemat aur maghfirat kamelay ga inaam
Kar lo tayyari istiqbaal ki
Araha hai pyaara mah-e-Ramzan
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
یا اللہ تجھے آنے والے اس رمضان مبارک کی
رحمتوں کا واسطہ ہمارے گھروں میں خوشحالی پیدا کر دے
اور یہ بابرکت مہینہ خیر و عافیت کے ساتھ نصیب فرما
( آمین)
Ya Allah tujhe anay walay is Ramzan Mubarak ki
Rehmaton ka wasita hamare gharo mein khushhali paida kar de
Aur ye babarkat mahina khair o aafiyat ke saath nasib farma
(Ameen)
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
alvida ramzan poetry
بے زبان کو جب وہ زبان دیتا ہے
پڑھنے کو پھر وہ قران دیتا ہے
Be zabaan ko jab woh zabaan deta hai
Parhne ko phir woh Quran deta hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
💞بخشنے پہ آئے جب امت کے گناہوں کو
تحفے میں گنہگاروں کو رمضان دیتا ہے
akhshne pe aaye jab ummat ke gunaahon ko
Tohfe mein gunahgaaron ko Ramzan deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رمضان ہر کسی کو نصیب ہو بھی جائے
تو روزہ ہر کسی کو نصیب نہیں ہوتا
Ramzan har kisi ko nasib ho bhi jaaye
To roza har kisi ko nasib nahi hota
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
روزہ رکھنے کے لیے طاقت کی نہیں
نیت کی ضرورت ہوتی ہے
Roza rakhne ke liye taqat ki nahi
Niyat ki zaroorat hoti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
چشم بار ہو کے مہمان آگیا
دامن میلا ہی تحفہ ذیشان آگیا
Chashm baar ho ke mehmaan aaya
Daman mila hi toh tohfa zeeshan aaya
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
خوف خدا دیکھنا ہے تو مسلمان کا دیکھ جو روزے
میں وضو کا پانی منہ میں لے کر بھی پیتا نہیں ہے
Khauf Khuda dekhna hai toh musalman ka dekh
Jo roze mein wazu ka paani munh mein le kar bhi peeta nahi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
فرق نہیں پڑتا کسی موسم کا رمضان کے آگے ہار جائے گی
یہ گرمی بھی روزے داروں کے ایمان کےآگے
Farq nahi parta kisi mausam ka Ramzan ke aage
Yeh garmi bhi rozedaron ke imaan ke aage
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
mahe ramzan poetry in urdu
کر دیا خدا نے ہم پر ایک مہینہ مہربان
نام بھی بڑا پیارا ہے ماہ رمضان
Kar diya Khuda ne hum par ek mahina mehrban
Naam bhi bara pyaara hai mah-e-Ramzan
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اللہ کرے اس رمضان جو ہمارے لیے
ناممکن ہے وہ بھی ممکن ہو جائے
Allah kare is Ramzan jo humare liye
Namumkin hai woh bhi mumkin ho jaaye
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
اللہ پاک اس مبارک مہینے کے صدقے
آپ کی تمام پریشانیاں دور کر دے
اور آپ کا دامن خوشیوں سے بھر دے
ارمضان مبارک
Allah pak is mubarak mahine ke sadqe
Aap ki tamam pareshaniyan door kar de
Aur Aap ka daman khushiyo se bhar de
Ramzan Mubarak
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم گنہگاروں پہ یہ کتنا بڑا احسان ہے
یا خدا تو نے عطا کر دیا پھر رمضان ہے
Hum gunahgaaron pe yeh kitna bara ehsan hai
Ya Khuda tu ne ata kar diya phir Ramzan hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
یا اللہ آنے والے رمضان کو ہمارے لیے
ایسا بنا دے کہ ہم جنت کما سکیں
(آمین)
Ya Allah aanay walay Ramzan ko humare liye
Aisa bana de ke hum jannat kama sakein
(Ameen)
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پھول تو بہت ہیں مگر گلاب کی بات ہی اور ہے
مہینے تو بہت ہیں مگر ماہ رمضان کی بات ہی اور ہے
Phool toh bohat hain magar gulab ki baat hi aur hai
Meine toh bohat hain magar mah-e-Ramzan ki baat hi aur hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
best ramzan poetry in Urdu
رمضان نام نہیں بھوکے رہنے کا
یہ نام ہے خود کو پاک کرنے کا
Ramzan naam nahi bhookay rehne ka
Yeh naam hai khud ko paak karne ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سال بھر بھوک چھپاتا رہا لوگوں سے
آج وہ فخر سے بولے گا میرا روزہ ہے
Saal bhar bhook chhupata raha logon se
Aaj woh fakhr se bolega mera roza hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
اس ماہ سیام کی برکت سے اللہ تعالی ہمیں
روح کی پاکیزگی اور سکون عطا فرمائے
Is mahine siyaam ki barkat se Allah Ta’ala hamein
Rooh ki paakizgi aur sukoon ata farmaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خوش آمدید کا ہے رمضان المبارک کو
اور بے شمار نیکیوں اور اجر کو
Khush aamdeed ka hai Ramzan al-Mubarak ko
Aur be shumaar nekiyon aur ajar ko
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
اور ہر گزرتا دن ہمیں
رمضان کے قریب لے جا رہا ہے
Aur har guzarta din hamein
Ramzan ke qareeb le ja raha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رمضان کی خوشبو ہواؤں میں ہے
یہ ٹھنڈی ہوائیں استقبال ہیں اس مہینے کا
کہ جس کی آمد سے پہلے تو
دوزخ بھی ٹھنڈی ہو جاتی ہے
Ramzan ki khushboo hawao mein hai
Yeh thandi hawayein istiqbal hai is mahine ka
Ke jis ki aa’mad se pehle to
Dozakh bhi thandi ho jaati hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
ramzan quotes in urdu
حقیقی خوشی یہ ہے
کہ رمضان آرہا ہے
Haqeeqi khushi yeh hai
Ke Ramzan araha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بخشنے پہ آتا ہے جب وہ امت کو
تحفے میں پھر وہ رمضان دیتا ہے
Bakhshne pe aata hai jab woh ummat ko
Tohfe mein phir woh Ramzan deta hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
کیا پتہ اس ماہ رمضان میں تمہارے
تمام زخموں کوسکون بھر دیا جائے
Kya pata iss mah-e-Ramzan mein tumhare
Tamaam zakhmon ko sukoon bhar diya jaaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ مہینہ آرہا ہے جس میں دنیا کا سامان مہنگا
اور آخرت کا سامان سستا ہو جاتا ہے
Woh mahina araha hai jismein duniya ka samaan mehnga
Aur akhirat ka samaan sasta ho jaata hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
وہ رب ہمیں اس لیے رمضان دیتا ہے کیونکہ
وہ چاہتا ہے میرا بندہ میرے اور قریب ہو جائے
Woh Rab hamein is liye Ramzan deta hai kyun ke
Woh chahta hai mera banda mere aur qareeb ho jaaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
معلوم نہیں گناہ کتنے ہیں لیکن اے رب
اس رمضان کے صدقے بخش دے
آمین
Maloom nahi kitne hain gunaah lekin aye Rab
Is Ramzan ke sadqe bakhsh de
Ameen
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
alvida mahe ramzan quotes
فرمان مصطفی صلی اللہ علیہ وسلم ہے
روزہ دار کے منہ کی بو اللہ کے نزدیک
مشک کی خوشبو سے بہتر ہے
Mustafa (SAW) hai
Roza daar ke munh ki boo Allah ke nazdeek
Musk ki khushboo se behtar hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اپنے رب کو راضی کر لو اسی رمضان میں
زندگی محتاج نہیں ہوتی اگلے رمضان کی
Apne Rab ko raazi kar lo is Ramzan mein
Zindagi muhtaaj nahi hoti agle Ramzan ki
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ
جس نے ایمان کے ساتھ ثواب کی نیت سے رمضان کے
روزے رکھےاس کے پچھلے سارے گناہ بخش دئے گئے
Nabi Kareem (SAW) ne farmaya hai ke
Jisne imaan ke saath thawaab ki niyat se Ramzan ke
Roze rakhe, uske pichle saare gunah bakhsh diye gaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
توبہ کا دروازہ دکھاتا ہے رمضان
صبر کی تلقین سکھاتا ہے رمضان
سچ ہے کہ مسلمان کو مومن بناتا ہے رمضان
Taubah ka darwaza dikhata hai Ramzan
Sabr ki taleem sikhaata hai Ramzan
Sach hai ke Musalman ko Momin banaata hai Ramzan
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
روزہ کھانا پینا چھوڑ کر وزن کم کرنے کا نام نہیں
بلکہ گناہ چھوڑ کر اپنے غرور کو ختم کرنے کا نام ہے
Roza khana peena chhod kar wazan kam karne ka naam nahi
Balki gunah chhod kar apne gharoor ko khatam karne ka naam hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی دوسرے کے لیے سکھ ڈھونڈنے والے
کی زات پر سکھ آسمان سے برستے ہیں
Kisi doosre ke liye seekh dhundne waale
Ki zaat par seekh aasmaan se baraste hain
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
best ramzan quotes in urdu
رب پاک نے ارشاد فرمایا
جس نے رمضان کے روزے کو فرض سمجھ
کر ثواب کی نیت سے رکھا وہ بخشا گیا
Rab-e-Paak ne irshaad farmaya
Jisne Ramzan ke roze ko farz samajh
Kar thawaab ki niyat se rakha, woh bakhsh diya jayega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رمضان بہت خوبصورت مہینہ ہے جس میں
اللہ گنہگاروں کو بھی عبادت کی توفیق دیتا ہے
Ramzan bohat khoobsurat mahina hai jismein
Allah gunahgaaron ko bhi ibadat ki taufeeq deta hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
رمضان ایک ایسا مہینہ ہے جس میں آہستہ آہستہ یہ احساس
ہونے لگتا ہے کہ وہ شیطان نہیں تھا وہ ہم خود تھے
Ramzan ek aisa mahina hai jismein aahista aahista
Yeh ehsaas hone lagta hai ke woh shaitan nahi tha, woh hum khud the
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نبی صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا
شعبان میرا مہینہ ہے
رجب اللہ کا مہینہ ہے
اور رمضان میری امت کا مہینہ ہے
Nabi-e-Kareem (SAW) ne farmaya hai
Shaban mera mahina hai
Rajab Allah ka mahina hai
Aur Ramzan meri ummat ka mahina hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
یا اللہ اس کا برکت مہینے کے صدقے
ہم سب کے گناہوں کو معاف کر دے اور ہمیں
زیادہ سے زیادہ نیکیاں کرنے کی توفیق عطا فرما
Ya Allah is ka barakat mahine ke sadqe
Hum sab ke gunahon ko maaf kar de aur humein
Zyada se zyada nekiyan karne ki taufeeq ata farma
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ramzan quotes
مہینے تو اور بھی ہیں پر
ماہ رمضان کا کوئی ثانی نہیں
Mahine toh aur bhi hain par
Mah-e-Ramzan ka koi saani nahi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
یا اللہ آنے والے رمضان کو ہمارے لیے
ایسا بنا کہ ہم جنت کما سکیں
(آمین)
Ya Allah aanewale Ramzan ko humare liye
Aisa bana de ke hum Jannat kama sakein
Ameen
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ساون کے مہینے میں بادلوں سے اتنی برسات نہیں برستی
جتنی رمضان کے مہینے میں میرے رب کی رحمت برستی ہے
Saawan ke mahine mein badalon se itni barsaat nahi barsey
Jitni Ramzan ke mahine mein mere Rab ki rahmat barsey
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
Conclusion:
I hope you find this Ramzan Poetry in Urdu post very interesting. I am very grateful for your particular time with me. If your friend’s mother, father, or brother has love, share it with them and become an equal partner, share your Ramzan Poetry so they can have some courage. So thanks full you very much.