You’re in the right place if you are looking for Status Poetry in Urdu. Discover a curated collection of Urdu poetry featuring sad, love, and funny verses, each versatile and perfect for expressing your heart’s feelings. Explore Islamic, WhatsApp status, and 2-line status poetry to share profound messages and emotions with your loved ones. Quality your WhatsApp status with these beautifully crafted lines.
status poetry in urdu
دلوں میں فرق آ جائے تو تعلق ہمیشہ
نبھائے نہیں جاتے گھسیٹے جاتے ہیں
Dilon mein farq aa jaye to talluq hamesha
Nibhaaye nahin jaate ghaseete jaate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عزت ایک انمول تحفہ ہے اس کی امید
سستے لوگوں سے کبھی بھی نہ رکھو
Izzat ek anmol tohfa hai iski umeed
Saste logon se kabhi bhi na rakho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تم خدا کی عبادت میں اتنے مصروف ہو جاؤ
کہ اس دنیا میں اداس ہو نے کا وقت ہی نہ ملے
Tum Khuda ki ibadat mein itne masroof ho jao
Ke is duniya mein udaas hone ka waqt hi na mile
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کچھ چائے میں بھی چینی کم
کچھ ہم بھی مزاج کڑوئے
Kuch chai mein bhi cheeni kam
Kuch hum bhi mizaaj karwe
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مضبوط لوگ ہمیشہ خاموش رہتے ہیں
کسی سے کوئی شکایت نہیں کرتے
Mazboot log hamesha khamosh rehte hain
Kisi se koi shikayat nahin karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
WhatsApp status poetry in urdu text
حسرت کچھ اور وقت التجا کچھ اور
کون جی پاتا ہے اپنے مطابق زندگی یہاں
Hasrat kuch aur waqt iltija kuch aur
Kaun jee paata hai apne mutabiq zindagi yahan
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی بھر خدا کو ڈھونڈا
دل میں دیکھا دل میں پایا
Zindagi bhar Khuda ko dhoonda
Dil mein dekha dil mein paaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی کومنانے سے پہلے دیکھ لینا
کہ وہ ناراض ہے یا بیزار
Kisi ko manaane se pehle dekh lena
Ke woh naraaz hai ya bezar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اللہ تو معاف کر دیتا ہے
لیکن لوگ معاف نہیں کرتے
Allah to maaf kar deta hai
Lekin log maaf nahin karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ساری برائی مجھ میں ہی صحیح
آپ بتائیں جنت کی چابی محفوظ ہے نا
Saari burai mujh mein hi sahi
Aap bataein jannat ki chaabi mehfooz hai na
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
status poetry in urdu text
میں وہی کرتا ہوں جو میرا دل کرتا ہے اور
میرا دل کہتا ہے کہ میں کچھ بھی نہ کروں
Main wohi karta hoon jo mera dil karta hai aur
Mera dil kehta hai ke main kuch bhi na karoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کچھ رشتے انسان خود توڑتا ہے
اور کچھ رشتے انسان کو توڑ دیتے ہیں
Kuch rishte insaan khud todta hai
Aur kuch rishte insaan ko tod dete hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کوئی بات نہیں اب کسی کی بات
سے کوئی فرق نہیں پڑتا ہمیں
Koi baat nahin ab kisi ki baat
Se koi farq nahin padta humein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جہاں بھی رہو مخلص ہو کر رہو
کیونکہ آپ نے اللہ کو بھی جواب دینا ہے
Jahan bhi raho mukhlis ho kar raho
Kyunke aap ne Allah ko bhi jawab dena hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اگر تم خوش رہنا چاہتے ہو تو اس چیز کے
بارے میں سوچنا چھوڑ دو جو تمہاری نہیں ہے
Agar tum khush rehna chahte ho to us cheez ke
Baare mein sochna chhod do jo tumhari nahin hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
sad status poetry in urdu
حقیقی زندگی میں ہمیشہ اچھے بنیں
اسٹیٹس تو رشتے دار بھی اچھا لگاتے ہیں
Haqiqi zindagi mein hamesha acche banen
Status to rishtedaar bhi accha lagate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خوشی جلدی میں تھی رکی ہی نہیں
غموں کو فرصت تھی تو ٹھرے ہی رہے
Khushi jaldi mein thi ruki hi nahin
Ghamon ko fursat thi to thahre hi rahe
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کیا شکایت کریں ان لوگوں سے
جن کے دل میں احساس تک ہی نہ ہو
Kya shikayat karein un logon se
Jin ke dil mein ehsaas tak hi na ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مشکل وقت تو گزر ہی جاتا ہے لیکن کسی نے ساتھ
دیا اور کون چھوڑ کر چلا گیا یہ ہمیشہ یاد رہتا ہے
Mushkil waqt to guzar hi jaata hai lekin kisi ne saath
Diya aur kaun chhod kar chala gaya yeh hamesha yaad rehta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی کو تکلیف نہ دو اس کا دکھ
آپ کی دعاؤں میں رکاوٹ نہ بن جائے
Kisi ko takleef na do uska dukh
Aap ki duaon mein rukawat na ban jaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
islamic status poetry in urdu
چھوڑواس دنیا میں غموں کو
مسکراؤ زندگی توابھی باقی ہے
Chhodo is duniya mein ghamon ko
Muskurayo zindagi to abhi baaqi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی کا اس کے مشکل وقت میں
ساتھ دینا بھی بڑے ظرف کی بات ہے
Kisi ka uske mushkil waqt mein
Saath dena bhi bade zarf ki baat hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
صبر اتنا آسان ہوتا تو کوئی دوسرے کو
کرنے کو نہ کہتا ہر شخص خود کر لیتا
Sabr itna aasan hota to koi doosre ko
Kerne ko na kehta har shakhs khud kar leta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اللہ نے پسندیدگی کو دل میں پیدا کیا
تو وہی ملانے کا سبب بھی بنائے گا
Allah ne pasandeedgi ko dil mein paida kiya
To wohi milane ka sabab bhi banayega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ملتا تو بہت کچھ ہے زندگی میں بس ہم
گنتی اسی کی کرتے ہیں جو حاصل نہ ہو سکا
Milta to bohot kuch hai zindagi mein bas hum
Ginti ussi ki karte hain jo hasil na ho saka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
status poetry in urdu 2 lines
صرف انسان کا ہونا ہی کافی نہیں ہے
انسان کے اندرانسانیت کا ہونا ضروری ہے
Sirf insaan ka hona hi kaafi nahin hai
Insaan ke andar insaaniyat ka hona zaroori hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بھروسہ کرنا ہے تو صرف اللہ پاک کی ذات پر کرو
لوگوں کا کیا ہے چھوڑ جاتے ہیں یا توڑ جاتے ہیں
Bharosa karna hai to sirf Allah Paak ki zaat par karo
Logon ka kya hai chhod jaate hain ya tod jaate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this post on Status Poetry in Urdu interesting. I am very grateful for your time with me. Please share with your friends, family, and other partners. Thank you very much.