You can delve into the Best Hazrat Muhammad Poetry in Urdu, which celebrates Muhammad’s love (Ishq) and expresses admiration and reverence in poetry. Discover a treasure trove of Hazrat Muhammad’s Islamic poetry that beautifully intertwines themes of spirituality, devotion, and affection for Allah and His Messenger, showcasing the beauty of the Urdu language.
Experience the enduring legacy of Prophet Muhammad through poetic expressions that resonate with believers worldwide. Dive into the rich tapestry of Islamic literature, where words weave together spirituality and admiration for Hazrat Muhammad in poetic form, a tradition that has been cherished for centuries.
Best hazrat muhammad poetry in Urdu
اے قلم جھک جا ادب کا مقام آیا ہے
کہ تیری نوک تلے محمدﷺ کا نام آیا ہے
Aye qalam jhuk ja adab ka maqam aya hai
Ke teri nok tale Muhammad ka naam aya hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بناکر مجھے رحمت دو عالمﷺ کا امتی
سزا سے پہلے بخشش کا اہتمام کر دیا
Bana kar mujhe rahmat do aalam ka imti
Saza se pehle bakhshish ka ehtemam kar diya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر کوئی فدا ہے بن دیکھے
تو دیدار کا عالم کیا ہوگا
Har koi fida hai bin dekhe
To deedar ka aalam kya hoga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
حضرت محمد صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا کسی
نسان کے دل میں ایمان اور حسد اکٹھے نہیں رہ سکتے
Hazrat Muhammad (S.A.W) ne farmaya kisi
Insaan ke dil mein imaan aur hasad ekathe nahin reh sakte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نگاہ عشق و مستی میں وہی اول وہی آخر
وہی قران وہی فرقاں وہی یاسین وہی طہ
Nigah e ishq o masti mein wahi awwal wahi aakhir
Wahi Quran wahi Furqan wahi Yasin wahi Taaha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
فخر ہے کہ تیری آرزو میں جیتے ہیں
ناز ہے کہ تیری ذات سے تعلق ہے
Fakhr hai ke teri arzoo mein jeete hain
Naaz hai ke teri zat se talluq hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Hazrat muhammad poetry in Urdu text
جن کے آنے سے روشن ہوئے دو جہاں
ان کے قدموں کی برکت پہ لاکھوں سلام
Jin ke aane se roshan hue do jahan
Un ke qadmon ki barkat pe lakhon salaam
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کیا لکھیں حضور آپ کی شان میں
سب تو لکھ دیا ہے اللہ پاک نے قرآن
Kya likhein huzoor aap ki shaan mein
Sab to likh diya hai Allah ne Quran
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ عرش کا چراغ ہے میں ان کے قدم کی دھول ہیں
اے زندگی گواہ رہنا میں بھی عاشق رسول ہیں
Woh arsh ka chiraagh hai, mein un ke qadam ki dhool hoon
Aye zindagi gawah rahna mein bhi aashiq Rasool hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اتا دیکھی تو رب کی دیکھی
ورنہ کون دیتا ہے محبوب اپنا
Aata dekhi to rab ki dekhi
Warna kaun deta hai mahboob apna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جہاں سر جھکے وہ مقام خدا ہے
جہاں دل جھکے وہ مقام محمد ہے
Jahan sar jhuke woh maqam Khuda hai
Jahan dil jhuke woh maqam Muhammad hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
mohammad poetry in urdu
دنیامیں احترام کے قابل ہیں جتنے بھی لوگ
میں سب کو مانتا ہوں مگر محمد مصطفی کے بعد
Duniya mein ihteram ke qabil hain jitne bhi log
Mein sab ko manta hoon magar Muhammad Mustafa ke baad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بس اتنا کرم کرنا اے چشم کریمانہ
جب جان لبوں پر ہو تم سامنے آجانا
Bas itna karam karna aye chashm kareemana
Jab jaan labon pe ho tum samne aajana
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کائنات کا سب سے بڑا سچ یہ ہے کہ رب العالمین تک
پہنچنے کے لیے رحمت اللعالمین کی پیروی ضروری ہے
Kaainaat ka sab se bara sach yeh hai ke Rabb ul Aalameen tak
Pohanchne ke liye Rehmat ul Aalameen ki pervaizi zaroori hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تاریخ اگر ڈھونڈے گی نہ ثانی محمد
ثانی بڑی چیز ہے سایہ بھی نہ ملے گا
Tareekh agar dhoondhegi na Sani Muhammad
Sani badi cheez hai saya bhi na milega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کائنات میں سب سے خوبصورت ترین ہستی میرے
پیارے نبی حضرت محمد صلی اللہ علیہ وسلم ہیں
Kaainaat mein sab se khoobsurat tareen hasti mere
Pyare Nabi Hazrat Muhammad (S.A.W) hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ishq e muhammad poetry in urdu
محمد کی محبت دین حق کی شرط اول ہے
جو ہو اس میں خامی تو ایمان نامکمل ہے
Muhammad ki mohabbat deen haq ki shart awwal hai
Jo ho us mein khami to imaan namukammil hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خدا ازل سے ہوا ایسا مبتلا ئے رسول
کہ کائنات کو پیدا کیا برائے رسول
Khuda azal se hua aisa mubtala Aye Rasool
Ke kaainaat ko peda kiya baraye Rasool
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اظہار عشق سے تو خدا بھی نہ رہ سکا
تعریف حسن محمد میں سارا قرآن لکھ دیا
Izhaar e ishq se to Khuda bhi na rah saka
Tareef e Husn Muhammad mein saara Quran likh diya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
حسن کی مثال تو محمد ہیں لیکن
محمد کی مثال کوئی حسن نہیں
Husn ki misaal to Muhammad hain lekin
Muhammad ki misaal koi husn nahin
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جب سے دل دیوانہ محبوب خدا کا ہو گیا
مصطفی اس کے ہوئے، وہ مصطفی کا ہو گیا
Jab se dil deewana mahboob Khuda ka ho gaya
Mustafa us ke hoye woh Mustafa ka ho gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
prophet muhammad poetry in urdu
خدا کا ذکر کرے ذکر مصطفی نہ کرے
ہمارے منہ میں ہوایسی زباں خدا نہ کرے
Khuda ka zikr kare zikr Mustafa na kare
Hamare munh mein hai aysi zubaan Khuda na kare
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بشیر کہیے نزیر کہیے انہیں سراج منیر کہیے
جو سر بسر ہے پیغام ربی میرے آقا کی زندگی ہے
ushra kahiye, Nazir kahiye, Inhen Siraaj Munir kahiye
Jo sar besar hai paigham Rabb-e-Mere Aaqa ki zindagi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل جس سے زندہ ہے وہ تمنا تم ہی تو ہو
ہم جس میں بس رہے ہیں وہ دنیا تم ہی تو ہو
Dil jis se zinda hai woh tamanna tum hi to ho
Hum jis mein bas rahe hain woh duniya tum hi to ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رخ مصطفی ہے کہ وہ آئینہ کہ اس جیسا دوسرا ائینہ
نہ کسی کے بزم خیال میں نہ کسی دکان آئینہ ساز میں
Rukh Mustafa hai ke woh aaeena ke us jaisa doosra aaeena
Na kisi ke bazm e khayal mein, na kisi dukaan aaeena saaz mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
قوت عشق سے ہر پست کو بالا کر دے
دہر میں اسم محمد سے اجالا کر دے
Quwwat e ishq se har past ko bala kar de
Dahr mein Asar Muhammad se ujala kar de
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
لب صادق سے ان کے جوسخن تقریر ہو جائے
کبھی قرآن بن جائے کبھی تفسیر ہو جائے
Lab e Saadiq se un ke jo sakhun taqreer ho jaaye
Kabhi Quran ban jaaye, kabhi Tafseer ho jaaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allah muhammad poetry in urdu
وہ نبیوں میں رحمت لقب پانے والا
مرادیں غریبوں کی بر لانے والا
Woh Nabiyo mein Rahmat Laqab paane wala
Muraden ghuribon ki bur laane wala
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اندھیری رات ہے شمسالضحئ بات کرو
ستاروآؤ رخ مصطفی کی بات کرو
Andheri raat hai Shams ul Zah-e-Baat karo
Sitare aao Rukh e Mustafa ki baat karo
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میرے قلب کو بھی نصیب ہوں تیری ذات سے وہی نسبتیں
وہ جوعظمتیں تھی اویس کی وہ جو رابطے تھے بلال کے
Mere qalb ko bhi nasib hoon teri zat se wohi nisbatain
Woh jo azmaten thi Owais ki, woh jo rabtay thay Bilal ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پروانے کو چراغ بلبل کوہے پھول بس
صدیق کے لیے ہے خدا کا رسول بس
Parwaane ko chiraagh, bulbul ko hai phool bas
Sadiq ke liye hai Khuda ka Rasool bas
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
islamic hazrat muhammad poetry in urdu
تاریخ گواہ ہے عورت کو سب سے زیادہ
عزت دینے والا ہے حضرت محمد ﷺ ہیں
Tareekh gawah hai aurat ko sab se zyada
Izzat dene wala hai Hazrat Muhammad (S.A.W) hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
حضور آئے تو سرآفرینش پا گئی یہ دنیا
اندھیروں سے نکل کر روشنی میں آگئی دنیا
Hazoor aaye to sarafrinsh pa gayi yeh duniya
Andheron se nikal kar roshni mein aagayi duniya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this post on Hazrat Muhammad Poetry in Urdu interesting. I am very grateful for your time with me. Please share with your friends, family, and other partners. Thank you very much.