Islamic Poetry in Urdu, Islamic Quotes & Islamic Dua

Muslims have always loved Islam and always believed in one God. To learn about the teachings of Islam, he consults many books, especially the Quran and hadiths. Much Islamic poetry about the love of Prophet Muhammad (ﷺ) is famous all over the world. The world is a whole of Islamic Poetry in Urdu this praise. There are many Islamic poems in Urdu that he wrote to soothe his own heart.
Choose different words. There are great poems like Allama Iqbal. Many friends like his Islamic poetry.

You will find many poems here which you will like. You can also send these poems to your friends, close relatives, and parents. They can copy and paste them for free. By singing these poems, they can learn a lot about Islam. And they also know something. Love will shine in the heart. Here, you have pasted the two-line poem and Roman English along with it so that you don’t have any problem with copying or reading۔

Islamic poetry in urdu

Islamic poetry in Urdu is a literary work that expresses feelings, emotions, and thoughts on different aspects. Islamic poetry teaches love, as it is characterized by using good language to express religious themes.

Here, you will find the best Urdu Islamic love quotes. You can install Urdu Islamic poetry wallpaper from your mobile here.

Islamic poetry in urdu

مجھے عاجزی میں وہ مزہ ملا

 کہ جو غرور تھا وہ نکل گیا

Mujhe aajzi mein woh maza mila

jo ghuroor tha woh nikal gaya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

heart touching islamic poetry in urdu 2 lines

سوداگری نہیں یہ عبادت خدا کی ہے

اے بے خبر جزا کی تمنا بھی چھوڑ

Soodagari nahi yeh ibadat Khuda ki hai

 ae be-khabar, jaza ki tamanna bhi chhod

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کچھ وقت خدا کو دینے سے

خود کا وقت سدھر جاتا ہے

Kuchh waqt Khuda ko dene se

khud ka waqt sudhar jata hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اللہ سے مانگتے مانگتے رک کیوں جاتے ہو

اتنی جلدی مایوس کیوں ہو جاتے ہو

Allah se mangte mangte ruk kyun jaate ho

itni jaldi mayoos kyun ho jaate ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دل کو تب سکون آتا ہے جب 

بندہ اللہ کے آگے جھک جاتا ہے

Dil ko tab sukoon aata hai jab 

banda Allah ke aage jhuk jaata hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

islamic poetry in urdu 2 lines

islamic poetry in urdu 2 lines

تجھے کیا سناؤ میرے مولا! تیرے سامنے میرا حال ہے

تیری اک نگاہ کی بات ہے! میری زندگی کا سوال ہے

Tujhe kya sunaon mere Mola, tere samne mera haal hai

 teri ek nigaah ki baat hai, meri zindagi ka sawaal hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic dua

اس خاک کو ہدایت دے مولا

اُس خاک میں ملنے سے پہلے

Is khaak ko hidayat de, Mola

us khaak mein milne se pehle

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہمارے عشق کی نسبت اس قبیلے سے ہے

جہاں کٹے ہوے سر بھی کلام کرتے ہیں

Hamare ishq ki nisbat us qabeelay se hai 

jahan katte hue sar bhi kalam karte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ائے آتش دوزخ! نہ دیکھ غضب سے مجھ کو

بڑا رحیم ہے وہ جس کا گنہگار ہوں میں

Aye aatish-e-dozakh, na dekh ghazab se mujhko

 bara Raheem hai woh jiska gunahgar hoon mein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دل میں خدا کا ہونا لازم ہے دوست

سجدوں میں پڑے رہنے سے جنت نہیں ملتی

il mein Khuda ka hona lazmi hai dost 

sajdon mein paray rehne se Jannat nahi milti

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

islamic poetry in urdu text

islamic poetry in urdu text

تقدیر کے لکھے پر کبھی شکوہ نہ کیا کر

تو اتنا عقلمند نہیں جو خدا کے ارادے سمجھ سکے

taqdeer ke likhe par kabhi shikwa na kiya kar

 tu itna aqalmand nahi jo Khuda ke irade samajh sake

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

best islamic poetry in urdu

توبہ کی امید پر ہو چکے گناہ بہت یا رب

مہلت تو مل رہی ہے توفیق بھی عطا فرما

Tauba ki umeed par ho chuke gunaah bohot ya Rab

mohlat toh mili hai, taufeeq bhi ata farma

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم روز گناہ کرتے ہیں وہ چھپاتا ہے اپنی رحمت سے

ہم مجبور اپنی عادت سے وہ مشہور اپنی رحمت سے

Hum roz gunaah karte hain woh chhipata hai apni rehmat se

 hum majboor apni aadat se woh mashhoor apni rehmat se

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میرے شوق کی یہی لاج رکھ

وہ جو دور ہے بہت دور ہے

Mere shoq ki yehi laaj rakh

woh jo door hai, bohat door hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مدتوں گونجے ترا عشق تو پھر اندر سے۔ ۔ ۔

کوئی سچل، کوئی وارث، کوئی باہر نکلے

Muddaton gunje tera ishq toh phir andar se

 koi sachal, koi waaris, koi bahar nikle

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

best islamic poetry in urdu

sad islamic poetry in urdu

ٹوٹے ہوے دلوں کو کبھی جوڑ کر تو دیکھو

نیکی یہ مختصر ہے پر حج سے کم نہیں

Tutay hue dilon ko kabhi jor kar toh dekho 

neki yeh mukhtasar hai, par hajj se kam nahi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

گرتے رہے سجدوں میں ہم اپنی ہی حسرتوں کی خاطر

عشق خدا میں گرے ہوتے تو کوئی حسرت باقی نہ رہتی

Girtay rahe sajdoun mein hum apni hi hasratoon ki khatir

Ishq-e-Khuda mein gire hotay to koi hasrat baqi na rehti

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

زمانے کا سہارا تو بظاہر ایک دکھاوا ہے

حقیقت میں مجھے میرا خدا گرنے نہیں دیتا

Zamaane ka sahara toh bazaar ek dikhawa hai

haqeeqat mein mujhe mera Khuda girne nahi deta

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آنکھ پرنم، عشق زم زم، سانس مدهم،وقت ہے کم

وصال راحت، ہجر ماتم،رقیب قاتل، موت مرہم

Aankh parnam, ishq zamzam, saans madham, waqt hai kam

 wasaal raahat, hijr matam, raqeeb qaatil, maut marham

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بڑی عجیب ہے نادان دل کی خواہش یا رب

عمل کچھ نہیں اور دل طلب گار ہے جنت کا

Badi ajeeb hai nadaan dil ki khwahish ya Rab

amal kuch nahi aur dil talabgaar hai Jannat ka

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جیسے تو راضی ویسے راضی کردے

میرا کوئی عمل تو امتیازی کردے

Jaise tu raazi waise raazi karde

mera koi amal toh imtiyaazi karde

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

heart touching islamic poetry in urdu 2 lines

ایک لمحے کی خاطا پر چشم شب بیدار کا

روئے جانا، روئے جانا، روئے جانا عشق ہے

Ek lamhe ki khata par chashm shab bedaar ka

 roo-e-jaana, roo-e-jaana, roo-e-jaana ishq hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پرواہ نہیں اگر یہ زمانہ خفا رہے

مومن دعا یہ مانگ خدا مہرباں رہے

Parwaah nahi agar yeh zamana khafa rahe 

mumin duaa yeh maang Khuda meherbaan rahe

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

حسن یوسف کو دیکھ کر وہاں کٹی تھی انگلیاں

خود چاند کٹ گیا یہاں انگل( ﷺ) کو دیکھ کر

Husn-e-Yousuf ko dekh kar wahan kati thi ungliyaan

khud chand kat gaya yahan angul (sallallahu alaihi wasallam) ko dekh ka

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

صرف احساس ندامت اک سجدہ اور چشم تر

اے خدا کتنا آساں ہے منانا تجھ کو

Sirf ehsaas, nadaamat, ek sajdah aur chashm tar

 ae Khuda kitna aasaan hai manana tujhko

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تمنا درد دل کی ہو تو کر خدمت فقیروں کی

نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کی خزینوں میں

Tamanna dard dil ki ho toh kar khidmat fuqara ki

nahi milta yeh gohar badshahon ki khazeenon mein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیری رحمتوں میں ہے منحصر،میری ہرعمل کی قبولیت

نہ مجھے سلیقہء التجا، نہ مجھے شعورِ نماز ہے

Teri rahmaton mein hai manhassar, meri har amal ki qubooliyat

 na mujhe saliqa-e-taljaa, na mujhe shaoor-e-namaaz hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

صبح کو باغ میں شبنم پڑتی ہے فقط اس لیے

کہ پتا پتا کرے تیرا ذکر با وضو ہو کر

Subah ko baagh mein shabnam parti hai sirf is liye

 ke pata pata kare tera zikr ba wuzu hokar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

sad islamic poetry in urdu

حسرتوں کے پیچھے اکثر رحمتیں چھوٹ جاتی ہیں

جو لالچ رکھے عبادت میں ان سے جنتیں روٹھ جاتی ہیں

Hasraton ke peechhe aksar rahmatein chhoot jaati hain 

jo lalach rakhe ibaadat mein unse jannatein rooth jaati hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں کیسے مان لوں کہ کوئی میرا نہیں رہا

جب تک خدا کی ذات ہے تنہا نہیں ہو میں

Main kaise maan lu ke koi mera nahi raha 

jab tak Khuda ki zaat hai, tanha nahi hoon mein

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کبھی آنسوں،کبھی سجدے، کبھی ہاتھوں کا اٹھ جانا

تنہائی کی دعاؤں میں بڑا لطف ہوتا ہے

Kabhi aansoo, kabhi sajdai, kabhi haathon ka uth jaana

 tanhai ki duaon mein bada lutf hota hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ بندگی خدائی،وہ بندگی گدائی

یا بندہ خدا بن،یا بندہ زمانہ

Yeh bandagi Khudai, woh bandagi Gidai 

ya banda Khuda ban, ya banda zamana

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جس نے بن مانگے عطا کیا

وہ مانگنے پر کیوں مایوس کرے گا

is ne bina mange ata kiya

 woh mangne par kyun mayoos karega

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

فخر ہے کہ تیری آرزو میں جیتے ہیں

ناز ہے کہ تیری زات سے تعلق ہے

Fakhr hai ke teri arzoo mein jeete hain

naaz hai ke teri zaat se talluq hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جن کے آنے سے روشن ہوے دو جہاں

ان کی قدموں کی برکت پے لاکھوں سلام

in ke aane se roshan huye do jahan 

un ki qadmo ki barkat pe lakhon salaam

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

islamic poetry in urdu text copy paste

عطا دیکھی تو رب کی دیکھی

ورنہ کون دیتا ہے محبوبﷺ اپنا

Ata dekhi to Rab ki dekhi

 warna kaun deta hai Mahboob ﷺapna

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہر کوئی فدا ہے بن دیکھے

تو دیدر کا عالم کیا ہوگا

Har koi fida hai bina dekhe 

to deedare ka aalam kya hoga

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جہاں سر جھکے وہ مقام خدا ہے

جہاں دل جھکے وہ مقام محمدﷺ ہے

ahan sar jhuke woh maqam Khuda hai

 jahan dil jhuke woh maqam Muhammadﷺ hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بس اتنا کرم کرنا اے چشم کریمانہ

جب جان لبوں پر ہو تم سامنے آجانا

Bas itna karam karna ae chashm-e-kareemana

 jab jaan labon par ho tum samne aajana

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بنا کر مجھے رحمت دو عالم کا امتی

سزا سے پہلے بخشش کا اہتمام کیا

Bina kar mujhe rahmat do Aalameen ka ummati

saza se pehle bakshish ka ehtemaam kiya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اپنی پیشانی کو سجدوں سے محروم نہ رکھا کر دوست

بڑی قیمت چکائی ہے اس کی حسین ابن علی نے

Apni peshani ko sajdoun se mehroom na rakha karo dost 

badi keemat chukai hai is ki Husayn ibn Ali ne

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

whatsapp status islamic poetry in urdu

یہ کافی نہیں فقط کہ صفائی جبین دے

کوئی سجدہ ایسا کر کہ گواہی زمین دے

Yeh kafi nahi faqat ke safaai jabeen de 

koi sajdah aisa kar ke gawahi zameen de

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تعریف کے محتاج نہیں آل محمدﷺ

پھولوں کو کبھی عطر لگایا نہیں جاتا

Tareef ke mohtaaj nahi Aal-e-Muhammadﷺ

 phoolon ko kabhi itr lagaya nahi jata

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سر ہو سجدے میں،دل میں دغا بازی ہو

ایسے سجدے سے بھلا کیسے خدا راضی ہو

Sar ho sajde mein, dil mein dagha bazi ho 

aise sajde se bhala kaise Khuda raazi ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں سجاتا تھا سرکار کی محفلیں

مجھ کو ہر غم سے رب نے بری کردیا

Main sajata tha Sarkar ki mehfilen 

mujh ko har gham se Rab ne bari kiya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

فضائے بدر پیدا کر،فرشتے تیری نصرت کو

اتر سکتے ہیں گردوں سے قطار اند قطار اب بھی

Faza-e-badr paida kar, Farishte teri nusrat ko

 utar sakte hain gardon se qataar and qataar ab bhi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خاک سے دور کوئی اور مکاں مانگتی ہے

روح تخلیق سے پہلے کا جہاں مانگتی ہے

Khaak se door koi aur makaan mangti hai 

rooh takhleeq se pehle ka jahaan mangti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Conclusion:

This Islamic Poetry in Urdu, quotes, and Urdu poetry posts are adorable. I am very grateful for your particular time with me. If you like the post, please share it on Facebook, Instagram, Twitter, and whatsapp. Thank you very much.

Leave a Comment