Political Poetry in Urdu: When we think about politics, we think about a country’s government and political parties. In many countries, a political party requires a popular vote, which is found in many political parties.
In every democratic country, many poets have awakened their people’s consciousness through their poetry. Allama Iqbal, Ahmed Faraz, and many other poems are popular. They are alive in people’s hearts. We have to make it popular. This is written to convey to you the Politics Poetry in Urdu.
And every person who likes parties, when his party wins, looks for political poems that he sends to his friends, relatives, and parents to share the good news. You’re in the right place if you want similar Political Poetry in Urdu. You will find all kinds of new and old political poetry.
Political poetry in urdu
نئے کردار آتے جارہے ہیں
مگر ناٹک پرانا چل رہا ہے
Naye kirdar aate ja rahe hain
Magar natak purana chal raha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کرسی ہے تمہارا یہ جنازہ تو نہیں
کچھ کر نہیں سکتے تو اتر کیوں نہیں جاتے
Kursi hai tumhara, yeh janaza to nahi
Kuch kar nahi sakte to utar kyun nahi jaate
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر شخص سر پہ کفن باندہ کے نکلے
حق کے لے لڑنا تو بغاوت نہیں ہوتی
Har shakhs sar pe kafan bandha ke nikle
Haq ke liye ladna to baghawat nahi hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ان سے امید نہ رکھیں یہ سیاست والے
یہ کسی سے بھی محبت نہیں کرتے
In se ummid na rakhein, yeh siyasat walay
Yeh kisi se bhi mohabbat nahi karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ تازہ دم ہیں نئے شعبے دکھاتے ہوئے
عوام تھکنے لگے تالیاں بجاتے ہوئے
Woh taza dam hain naye shobay dikhate hue
Awam thakne lage taaliyan bajate hue
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جمہور کے ابلیس ہیں ارباب سیاست
باقی نہیں اب میری ضرورت تہ افلاق میں
Jamhoor ke iblis hain arbab siyasat
Baaki nahi ab meri zarurat ta aflaak mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
urdu political poetry
پی کر لہو عوام کا ہوتے ہیں سرخرو
بے جان ساری قوم ہے لیڈر میں جان ہے
Pi kar lahu awam ka hote hain surkhro
Be jaan saari qaum hai leader mein jaan hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سیاست سے تعلق تو بس ہمارا اتنا ہے
کوئی کم ظرف میرے شہر کا سلطان نہ بنے
Siyasat se talluq to bas hamara itna hai
Koi kam zaraf mere shehar ka sultan na bane
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کی محبت تو سیاست چھوڑ دی ہم نے
اگر ہم عشق نہ کرتے تو آج حکومت کرتے
Ki mohabbat to siyasat chhod di humne
Agar hum ishq na karte to aaj hukumat karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہی جہموریت کا نقص ہے جو تخت شاہی پر
کبھی مکار بیٹھے ہیں کبھی غدار بیٹھے ہیں
Yahi jamhooriat ka nuksan hai jo takht-e-shahi par
Kabhi makar baithay hain kabhi ghaddar baithay hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جھکانا سیکھنا پڑتا ہے سر لوگوں کے قدموں میں
یوں ہی جمہوریت میں ہاتھ سرداری نہیں آتی
Jhukana seekhna parta hai sar logon ke qadmon mein
Yun hi jamhooriat mein haath sardari nahi aati
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جمہوریت ایک طرز حکومت ہے کہ جس میں
بندوں کو گنا کرتے ہیں تولا نہیں کرتے
Jamhooriat ek tarz-e-hukumat hai ke jis mein
Bandon ko gina karte hain tola nahi karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
political poetry
کبھی جہموریت یہاں آئے
ہیی جناب ہماری حسرت ہے
Kabhi jamhooriat yahan aaye
Haye janab hamari hasrat hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جہموریت کے بیچ پھنسی اقلیت تھا دل
موقع جسے جدھر سے ملا وار کر گیا
Jamhooriat ke beech phansi aqliyat tha dil
Mauqa jise jidhar se mila waar kar gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سننے میں آرہے ہیں مسرت کے واقعات
جہموریت کا حسن نمایاں ہے آج کل
Sunne mein aa rahe hain masrat ke waqiat
Jamhooriat ka husn numayaan hai aaj kal
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دہائے دے کے وہ جہموریت کی
نظام خواب رسوا کرہا ہے
Dehaaye de ke woh jamhooriat ki
Nizam khwaab ruswa kar raha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تو نے دیکھا نہیں مغرب کا جہموری نظام
چہرہ روشن، اندروں چنگیز سے تاریک تر
Tu ne dekha nahi Maghrib ka jamhoori nizam
Chehra roshan, andron Changiz se tareek tar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خیر ہے سلطانی جہمور کا غوغا کہ شر
تو جہاں کے تازہ فتنوں سے نہیں ہے با خبر
Khair hai sultani jamhoor ka ghogha ke shar
Tu jahan ke taza fitnon se nahi hai ba khabar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
allama iqbal political poetry in urdu
جلال بادشاہی ہو کہ جہموری تماشا ہو
جدا ہو دیں سیاست سے تو رہ جاتی ہیں چنگیزی
Jalal Badshahi ho ke jamhoori tamasha ho
Juda ho deen siyasat se to reh jaati hain Changizi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم نے خود شاہی کو پہنایا ہے جہموری لباس
جب ذرا آدم ہوا ہے خود شناس وخود نگر
Hum ne khud shahi ko pehnaya hai jamhoori libas
Jab zara aadmi hua hai khud shanaas w khud nagar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہاں مرض کا سبب ہے غلامی وتقلید
وہاں مرض کا سبب ہے نضام جہموری
Yahan marz ka sabab hai ghulami o taqleed
Wahan marz ka sabab hai nizam jamhoori
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جہموریت کا درس اگرچاہتے ہیں آپ
تو کوئی بھی سایہ دار شجر دیکھ لیں
Jamhooriat ka dars agar chahate hain aap
To koi bhi saaya daar shajar dekh lein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جہموریت کی لاش پہ طاقت ہے خندہ زن
اس برہنہ نظام میں ہر آدمی کی خیر
Jamhooriat ki laash pe taqat hai khanda zan
Is barhana nizam mein har aadmi ki khair
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر آدمی میں ہوتے ہیں دس بیس آدمی
جس کو بھی دیکنھا ہوکئی بار دیکھنا
Har aadmi mein hote hain das bees aadmi
Jis ko bhi dekha ho koi baar dekhna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
best political poetry in urdu
ایک آنسو بھی حکومت کے لے خطرہ ہے
تم نے دیکھا نہیں آنکھوں کا سمندر ہونا
Ek aansu bhi hukumat ke liye khatra hai
Tu ne dekha nahi aankhon ka samundar hona
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عشق میں بھی سیاست نکلیں
قربتوں میں بھی فاصلہ نکلا
Ishq mein bhi siyasat niklein
Qurbaton mein bhi faasla nikla
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ سیاست کا دھواں جو کچھ گھروں سے اٹھ رہا ہے
نہ پورے ملک میں چھائے جائے تو کہنا
Yeh siyasat ka dhuan jo kuch gharoon se uth raha hai
Na poore mulk mein chaaye jaaye to kehna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سمجھنے ہی نہیں دیتی سیاست ہم کو سچائی
کبھی چہرہ نہیں ملتا تو کبھی سردار نہیں ملتا
Samajhne hi nahi deti siyasat humko sachai
Kabhi chehra nahi milta to kabhi sardar nahi milta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تم سے پہلے بھی ایک شخص یہاں تخت نشیں تھا
اس کو بھی اپنے خدا ہونے کا اتنا ہی یقین تھا
Tum se pehle bhi ek shakhs yahan takht nasheen tha
Us ko bhi apne Khuda honay ka itna hi yaqeen tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
siasat poetry in Urdu
حکمراں ہوگئے کمینے لوگ
خاک میں مل گئے نگنیے لوگ
Hukmaraan ho gaye kamine log
Khaak mein mil gaye nagna log
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ دیس ہے اندھے لوگوں کا
اے چاند یہاں نہ نکلا کر
Yeh desh hai andhe logon ka
Ae chaand yahan na nikla kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس رعونت سے وہ جیتے ہیں کہ مرنا ہی نہیں۔۔۔
تخت پر بیٹھے ہیں ایسے جیسے اترنا ہی نہیں۔۔۔
Is ra’unat se woh jeete hain ke marna hi nahi…
Takht par baithay hain aise jaise utarna hi nahi…
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
شعلے ہیں تو کیوں ان کو بھڑکتے نہیں دیکھا
ہیں خاک تو راہوں میں بکھر کیوں نہیں جاتے
Sholay hain to kyun un ko bharkate nahi dekha
Hain khaak to raahon mein bikhar kyun nahi jaate
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آنسوں بھی ہیں آنکھوں میں دعائیں بھی ہیں لب پر
بگڑے ہوے حالات قابو میں کیوں نہیں آتے
Aansu bhi hain aankhon mein duaain bhi hain lab par
Bigre hoye haalaat qabu mein kyun nahi aate
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
funny political poetry in urdu
مجھے فکر امن عالم تجھے اپنی ذات کا غم
میں طلوع ہو رہا ہوں تو غروب ہونے والا
Mujhe fikr-e-amn-e-aalam tujhe apni zat ka gham
Main taloo ho raha hoon to ghuroob hone wala
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس دیس میں لگتا ہے عدالت نہیں ہوتی
جس دیس میں انسان کی حفاظت نہیں ہوتی
Is desh mein lagta hai adalat nahi hoti
Jis desh mein insaan ki hifazat nahi hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
لاکھ کہتے رہے ظلمت کو نہ ظلمت لکھنا
ہم نے سیکھا نہیں سیاست پہ اجازت لیکھنا
Laakh kehte rahe zulmat ko na zulmat likhna
Hum ne seekha nahi siyasat pe ijazat likhna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this post on Political Poetry in Urdu interesting. I am very grateful for your special time with me. If your friend’s mother, father, or brother has love, share it with them and become an equal partner; share the poetry of your Political Poetry so they can have some courage. So thanks full you very much.