Viewers, this collection of Naseeb Poetry in Urdu is not just about destiny but the profound inspiration and upliftment we can find within ourselves. It’s about those striving for love, wealth, fame, and honour despite their perceived’ bad luck’. We have presented this collection of Naseeb poetry in Urdu to inspire and remind you.
Remember, much of the Best Naseeb Poetry is in Urdu, text and 2 lines of Naseeb poetry in Urdu for love. If you find solace in it, share it with your friends, relatives, and those who might find comfort in Naseeb words. By sharing, you spread the message of hope and understanding and become an integral part of a supportive community united in our shared experiences.
If you would like to see and read more poetry,
Here, you can find Urdu Poetry, Tea Poetry, Rain Poetry, Romantic Poetry, Islamic poetry, Birthday Poetry, dua poetry, and many other Quotes, Wishes, and one-line caption poetry.
Best Naseeb Poetry in Urdu text
خوشیاں پیسوں سے نہیں
نصیب سے ملتی ہیں
Khushiyan paiso se nahi
nasib se milti hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نصیب کو برا کہنے سے بہتر ہے
دعائیں مانگ کر نصیب کو بدل دیا جائے
Nasib ko bura kehne se behtar hai
Duaon mang kar nasib ko badal diya jaaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خوش بخت کے بخت اسے سونے نہیں دیتا
اور کم نصیب کانصیب اسے اٹھنے نہیں دیتا
Khush bakht ke bakht use sone nahi deta
Aur kam nasib ka nasib use uthne nahi deta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میرے ہی ہاتھوں پہ میری تقدیر لکھی ہے
اور میری ہی تقدیر پہ میرا بس نہیں چلتا
Mere hi haathon pe meri taqdeer likhi hai
Aur meri hi taqdeer pe mera bas nahi chalta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جو نصیب میں ہے وہ چل کر آئے گا
جو نہیں ہے وہ آکر بھی چلا جائے گا
Jo nasib mein hai woh chal kar aayega
Jo nahi hai woh aakar bhi chala jaayega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
naseeb poetry in urdu
اگر نیت صاف کرلی جائے تو
نصیب بدلنے میں دیر نہیں لگتی
Agar neeyat saaf kar li jaaye to
Nasib badalne mein der nahi lagti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ملے تو ہزاروں لوگ تھے جمشید
مجھے پسند وہ آیا جو نصیب میں نہیں
Mile to hazaron log the Jamshaid
Mujhe pasand woh aaya jo nasib mein nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میرا نصیب غلط ہو ہی نہیں سکتا کیونکہ میرا نصیب تو
اس نے لکھے ہے جو مجھے ستر ماؤں سے زیادہ محبت کرتا ہے
Mera nasib galat ho hi nahi sakta kyunki mera nasib to
Usne likhe hai jo mujhe sattar maun se zyada mohabbat karta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ندامت کے چراغوں سے بدل جاتی ہیں تقدیریں
اندھیری رات کے آنسو خدا سے بات کرتے ہیں
Nadamat ke chiragon se badal jaati hain taqdeerain
Andheri raat ke aansu Khuda se baat karte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خوش نصیب وہ نہیں جس کا نصیب اچھا ہو بلکہ
خوش نصیب تو وہ ہے جو اپنے نصیب پر خوش ہو
Khush nasib woh nahi jiska nasib acha ho balki
Khush nasib to woh hai jo apne nasib par khush ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تقدیر کے لکھے پر کبھی شکوہ نہ کرنا اے انسان
تو اتنا عقلمند نہیں کہ رب کے راز سمجھ سکیں
Taqdeer ke likhe par kabhi shikwa na karna ae insaan
Tu itna aqalmand nahi hai ki Rab ke raaz samajh sake
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
naseeb poetry in Urdu 2 line
وقت اور نصیب کسی بھی لمحےانسان کو
زمین سے آسمان تک پہنچا سکتے ہیں
Waqt aur nasib kisi bhi lamhe Insaan ko
zameen se aasman tak pahuncha sakte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تقدیر کے لکھے پر کبھی شکوہ نہ کیا کرو
پھول بھی خوش رہتے ہیں کانٹوں کی بھیڑ میں
Taqdeer ke likhe par kabhi shikwa na kiya karo
Phool bhi khush rehte hain kaanton ki bheed mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نظر اور نصیب کے ملنے کا اتفاق ایسا ہے
کہ نظر کو وہی پسند آتا ہے جو نصیب میں نہیں ہوتا
Nazr aur nasib ke milne ka ittefaq aisa hai
Ke nazr ko wahi pasand aata hai jo nasib mein nahi hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ملیں گی ہم کو بھی ااپنے نصیب کی خوشیاں
بس انتظار ہے کب یہ کمال ہونا ہے
Milenge hum ko bhi apne nasib ki khushiyan
Bas intezar hai kab yeh kamal hoga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نصیب اچھے نہ ہوں تو خوبصورتی کا کیا فائدہ
دلوں کے شہنشاہ اکثر فقیر ہوا کرتے ہیں
Nasib achhe na hon to khoobsurti ka kya faida
Dilon ke shehenshah aksar faqeer hua karte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
naseeb poetry in Urdu for love
بہت خوش نصیب ہوتے ہیں وہ لوگ جن کے ہاتھوں میں
ملنے کے بعد بچھڑنے کی لکیریں نہیں ہوتی
Bohat khush nasib hote hain woh log jin ke haathon mein
Milne ke baad bichhadne ki lakeerein nahi hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نہ ہوا تو مجھے نصیب تو کیا
میں ہی اپنے نہ تھا مقدر میں
Na hua to mujhe nasib to kya
Main hi apne nahi tha maqadir mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بخت سےکوئی شکایت ہے نہ افلاک سے ہے
یہی کیا کم ہے کہ نسبت مجھے اس خاک سے ہے
Bakht se koi shikayat hai na aflaak se hai
Yehi kya kam hai ke nisbat mujhe is khaak se hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نصیب کا لکھ مل کے ہی رہتا ہے
کب،کہاں،کیسے یہ سب میرا رب جانتا ہے
Nasib ka likh mil ke hi rehta hai
Kab, kahan, kaise, yeh sab mera Rab jaanta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ انسان کتنا کم نصیب ہے جس کے دل میں
خدا کے جانداروں پر رحم کی عادت نہیں
Woh insaan kitna kam nasib hai jiska dil mein
Khuda ke janwaron par reham ki adat nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کوئی بھی بد نصیب نہیں ہوتا بس کس کا
نصیب قطرے جیسا تو کسی کا سمندر جیسا
Koi bhi bad nasib nahi hota bas kisi ka
Nasib qatre jaisa to kisi ka samundar jaisa
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
naseeb poetry in Urdu for Instagram
کتنا بد نصیب ہے ظفر ایک غز
زمین بھی نہ ملی کوہے یار میں
Kitna bad nasib hai Zafar ek ghaz
Zameen bhi nahi mili koh-e-yaar mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خوشیاں پیسوں سے نہیں
ہمیشہ نصیب سے ملتی ہیں
Khushiyan paiso se nahi
Hamesha nasib se milti hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جو نصیب میں ہے وہ چل کر آئے گا
جو نہیں وہ آکر بھی چلا جائے گا
Jo nasib mein hai woh chal kar aayega
Jo nahi hai woh aakar bhi chala jaayega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ٹھوکریں کھا کے بھی نہ سنبھلے تو مسافر کا نصیب
ورنہ پتھر تو اپنا فرض نبھا ہی دیا کرتے ہیں
Thokarain kha kar bhi na sanbhle to musafir ka nasib
Warna patthar to apna farz nahi bhala karta hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اگر دنیا میں نصیب اچھا نہیں توکوئی بات نہیں
آخرت میں جنت مل جائےتو یہ بڑا نصیب ہے
Agar duniya mein nasib acha nahi to koi baat nahi
Aakhirat mein Jannat mil jaaye to yeh bada nasib hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Bad Naseeb Poetry in Urdu
بچوں کے اچھے مقدر سے بڑہ کر
ماں باپ کے لے کوئی خوشی نہیں ہوتی
Bachon ke achhe maqaddir se bara kar
Maan baap ke liye koi khushi nahi hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اگرکوئی انسان آپ کا دشمن بھی ہو تو
اس کے لے اچھے نصیب کی دعا کرو
Agar koi insaan aap ka dushman bhi ho to
Uske liye achhe nasib ki dua karo
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اللہ تعالیٰ کا فضل ہمیشہ ان کا تعاقب کرتا ہے
جن کی نیتیں ہمیشہ صاف ہوتی ہیں
Allah taala ka fazal hamesha unka taaqub karta hai
Jin ki niyatain hamesha saaf hoti hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ فرماتا ہے صبر کرو ہر حصل اور لا حصل پر
میں صبر کرنے والوں کو ان کے گمان سے بھی زیادہ دیتا ہوں
Woh farmata hai sabr karo har hasil aur la hasil par
Main sabr karne walon ko uske guman se bhi zyada deta hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
deep naseeb poetry in Urdu
جب زمین والے تنگ کرنے لگیں تو عرش والے سے
اپنے رابطوں کو مضبوت کر لینا چاہے
Jab zameen waale tang karne lagein to arsh waale se
Apne rabtay ko mazboot kar lena chahiye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اللہ جہاں چاہے نصیب پلٹ دیتا ہے
اس کی قدرت تمہاری سمجھ سے با ہر ہے
Allah jahan chahe nasib palat deta hai
Iski qudrat tumhari samajh se bahut upar hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہمیں صبر آنے کی دیر ہوتی ہے
اور اللہ کا انصاف شروع ہو جاتا ہے
Hamein sabr aane ki der hoti hai
Aur Allah ka insaaf shuru ho jaata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this Naseeb Poetry in Urdu post interesting. I am very grateful for your particular time with me. If your friend’s mother, father, or brother has love, share it with them and become an equal partner; share the poetry of your Naseeb Poetry so they can have some courage. So thanks full you very much