It is not enough for every person to understand what Ishq is. In Ishq, a person loves another person very much. He considers their life more valuable than his own life. He puts his life into getting everything that his lover likes. But most people do not get love because of their deceit and hatred. Describes their pain through poetry, or Ishq poetry in Urdu tries to find.
If you want to correct a poem, you are in the right place. Here is the best collection of Ishq Poetry in Urdu. Now, you can copy, read, search, and share your favorite Ishq Poetry in Urdu with your loved ones.
Ishq poetry in urdu text
اس قدر پرکشش ہیں اس کی ادائیں
مجھے ہر روز اس سے عشق ہو جاتا ہے
Is qadar purkashish hain uski adaaein
Mujhe har roz us se ishq ho jata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہمیشہ دور رہ کر بھی ہمیشہ پاس ہوتا ہے
محبت میں کوئی ایک شخص کتنا خاص ہوتا ہے
Hamesha door rah kar bhi hamesha paas hota hai
Mohabbat mein koi ek shakhs kitna khaas hota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میرے ہمسفر لا رکھ اپنا ہاتھ میرے ہاتھ پر
کہ ساری کائنات رشک کرے ان حسین لمحات پر
Mere hamsafar la rakha apna haath mere haath par
Ke saari kaainat rashk kare in haseen lamhaton par
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کیوں بار بار پوچھتے ہو پیار کی منزلیں
کہاں نہ آخری سانس تک تیرے ہیں
Kyun baar baar poochte ho pyaar ki manzilein
Kahan na aakhiri saans tak tere hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کبھی فرصت ملے تو پڑھنا ضرور
میرے ہر شعر میں حوالے تمہارے ہیں
Kabhi fursat mile to parhna zaroor
Mere har sher mein hawale tumhare hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دن تو دنیا کی رونق میں گزر جاتا ہے
یاد کچھ لوگ سر شام بہت آتے ہیں
Din to duniya ki roonak mein guzar jata hai
Yaad kuch log sar shaam bahut aate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
urdu ishq poetry
یاد کرتے ہی لبوں کو ہنسی چھو جائے
ایک ایسا خوبصورت خیال ہو تم
Yaad karte hi labon ko hasi choo jaaye
Ek aisa khoobsurat khayal ho tum
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خدا کرے میری الفت میں تم یوں الجھ جاؤ
میں تم کو دل میں بھی سوچوں تو تم سمجھ جاؤ
Khuda kare meri mohabbat mein tum yun uljha jao
Main tum ko dil mein bhi sochun to tum samajh jao
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
قبضہ نہ حق نہ کیجیے خود پر
آپ اپنے نہیں ہمارے ہیں
Qabza na haq na keejiye khud par
Aap apne nahi hamare hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ میری محبت کو رد کرتا ہے
ہائے وہ شخص بہت حد کرتا ہے
Woh meri mohabbat ko rad karta hai
Haye woh shakhs bahut had karta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مجھ سا کوئی دنیا میں نادان بھی نہ ہو
کر کے جو عشق کہتا ہے نقصان بھی نہ ہو
Mujh sa koi duniya mein nadaan bhi na ho
Karke jo ishq kehta hai nuksan bhi na ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آپ نے کہہ دیا جسے اپنا
وہ تو سنتے ہی مر گیا ہوگا
Aap ne keh diya jise apna
Woh to suntay hi mar gaya hoga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
sad ishq poetry in urdu
بہت خیال رکھا کرو اپنا جانا
میری عام سی زندگی میں بہت خاص ہو تم
Bohot khayal rakha karo apna jaana
Meri aam si zindagi mein bohot khaas ho tum
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ترس جاؤ گے ہمارے لبوں سے سننے کو ایک ایک لفظ
پیار کی بات تو کیا اب ہم شکایت بھی نہیں کریں گے
Tars jao ge humare labon se sunne ko ek ek lafz
Pyaar ki baat to kya hum shikayat bhi nahi karenge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عین ممکن ہے کہ مجھ میں کوئی کمی ہو مگر
وہ شخص دکھاؤ جس سے محبت راس آئی ہو
Ain mumkin hai ke mujh mein koi kami ho magar
Woh shakhs dikhao jis se mohabbat raas aayi ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پلٹ کر بھی نہ دیکھیں گے ہم یہ بے رخی تیری
بھلا دیں گے تجھے ایسے کہ تو بھی یاد رکھے گا
Palat kar bhi na dekhein ge hum yeh be-rakhi teri
Bhala denge tujhe aise ke tu bhi yaad rakhe ga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آخر گزر ہی جائے گی حیات
یہ کوئی تاحیات تھوڑا ہی ہے
Akhir guzar hi jaye gi hayaat
Yeh koi tahayyat thoda hi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
iqbal ishq poetry
تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں
Terey ishq ki inteha chahta hoon
Meri sadgi dekh kya chahta hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عشق بھی ہو حجاب میں حسن بھی ہو حجاب میں
یا تو خود اشکار ہو یا مجھے آشکار کر
Ishq bhi ho hijab mein husn bhi ho hijab mein
Ya to khud ashkaar ho ya mujhe ashkaar kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رلاتی ہے مجھے راتوں کو خاموشی ستاروں کی
نرالا عشق ہے میرا نرالے میرے نالے ہیں
Rulati hai mujhe raaton ko khamoshi sitaron ki
Nirala ishq hai mera nirale mere naale hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اوروں کا ہے پیام اور میرا پیام اور ہے
عشق کے درد مند کا طرز کلام اور ہے
Auron ka hai paigham aur mera paigham aur hai
Ishq ke dardmand ka tarz-e-kalaam aur hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عقل ہے تیری سپرعشق ہے شمشیر تیری
میرے درویش خلافت ہے جہانگیر تیری
Aql hai teri sipar-e-ishq hai shamsher teri
Mere darvesh khilafat hai Jahangir teri
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
sufi ishq poetry in urdu
عشق کی اک جستجو نے طے کر دیا قصہ تمام
اس زمین و آسماں کو بے قرار سمجھا تھا میں
Ishq ki ek jistjo ney tay kar diya qissa tamaam
Is zameen o aasman ko be qarar samjha tha main
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آدمی کے ریشے ریشے میں سما جاتا ہے عشق
شاخ گل میں جس طرح باد سحر گا ہی کا نم
Admi ke reshe reshe mein sama jata hai ishq
Shaakh gul mein jis tarah baad sahar ga hi ka nam
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جب عشق سکھاتا ہے اداب خود اگاہی
کھلتے ہیں غلاموں پر اسرار شہنشاہی
Jab ishq sikhata hai aadab khud agahi
Kholte hain ghulamon par asrar shahanshahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحان اور بھی ہیں
Sitare se aage jahan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtehan aur bhi hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرتے خدا کا عمل عشق سے صاحب فروغ
عشق ہے اصل حیات موت ہے اس پر حرام
Marte Khuda ka amal ishq se sahib-e-farogh
Ishq hai asal hayaat maut hai is par haram
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وفا کرنا بھی سیکھو عشق کی نگری میں
صرف دل لگانے سے دلوں میں گھر نہیں بنتے
Wafa karna bhi seekho ishq ki nagri mein
Sirf dil lagane se diloun mein ghar nahi bante
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
haqiqi ishq poetry
آنکھوں میں تیرے عشق کی مدہوشیاں لے کر
ہم تجھ کو سوچتے ہیں بڑی بے خودی کے ساتھ
Aankhon mein tere ishq ki madhoshiyan le kar
Hum tujhko sochte hain badi bekhudi ke saath
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ختم کر یہ بازی عشق غالب
مقدر کے ہارے کبھی جیتا نہیں کرتے
Khatam kar yeh baazi ishq Ghalib
Muqaddar ke haare kabhi jeeta nahi karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کیا ملا تم کو میرے عشق کا چرچا کر کے
تم بھی رسوا ہوئے آخر مجھے رسوا کر کے
Kya mila tumko mere ishq ka charcha kar ke
Tum bhi ruswa hue aakhir mujhe ruswa kar ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہوش والو کو خبر کیا بے خودی کیا چیز ہے
عشق کیجیے پھر سمجھیے زندگی کیا چیز ہے
Hosh walon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai
Ishq kijiye phir samjiye zindagi kya cheez hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کچھ خاص دلوں کو عشق الہام ہوتے ہیں
محبت معجزہ ہے اور موت سے کب عام ہوتے ہیں
Kuch khaas diloun ko ishq ilhaam hote hain
Mohabbat mojza hai aur maut se kab aam hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نماز عشق تیرے انچل میں ادا کر چکے
اب کسی اور کو چاہوں تو کافر ہو جاؤں
Namaz-e-ishq tere anchal mein ada kar chuke
Ab kisi aur ko chahon to kaafir ho jaon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ishq e rasool poetry in urdu
طبیب کوشش نہ کر تجھے کیا خبر میرے مرض کی
توعشق کر پھر چھوٹ کا پھر لکھ دوا میرے درد کی
Tabeeb koshish na kar tujhe kya khabar mere marz ki
Tu ishq kar phir chhoot ka phir likh dawa mere dard ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عشق کی ہر داستان میں ایک نقطہ ملا عشق کا
عشق کا ماضی ہوا کرتا ہے مستقبل نہیں
Ishq ki har dastaan mein ek nuqta mila ishq ka
Ishq ka maazi hua karta hai mustaqbil nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نگاہ عشق کیا چھپائے گا شباب حسن کو
نگاہ عشق تو پتھر بھی چیر دیتی ہے
Nigah-e-ishq kya chhupaye ga shabab-e-husan ko
Nigah-e-ishq to patthar bhi cheir deti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آؤ کہ آج ختم ہوئی داستان عشق
اب ختم عاشقی کے فسانے سنائے ہم
Ao ke aaj khatam hui daastaan-e-ishq,
Ab khatm aashiqi ke afsane sunaye hum
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مر ض کو مرض عشق کہا کرتے ہیں
نہ دواا ہوتی ہے نہ جس کی دعا ہوتی
Marz ko marz-e-ishq keh karate hain
Na dawa hoti hai na jis ki dua hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this Ishq Poetry in Urdu post interesting. I am very grateful for your special time with me. If your friends have love, share it with them and become an equal partner; share the poetry of your Ishq Poetry in Urdu so they can have some courage. So thanks full you very much.