This Dukhi Poetry in Urdu is the best way to express your sad feelings and emotions and love in your miserable life. We bring you a collection of Dukhi Poetry in Urdu, which is famous worldwide. If you need Dukhi Poetry Images, two-line Dukhi Poetry, Dukhi Poetry in Urdu Text, Sad Dukhi Poetry in Urdu, and bewafa dukhi poetry in Urdu, then you are at the right place. I hope you will like this Dukhi Poetry in Urdu and share it with your sad friends.
dukhi poetry in urdu
💔بات وفاؤں کی ہوتی تو کبھی نہ ہارتے
😔بات نصیب کی تھی کچھ نہ کر سکے
Baatein wafaon ki hoti to kabhi nah haarte
Baatein naseeb ki thi kuch nah kar sake
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کانٹوں سے کیا گلا وہ تو مجبور ہیں اپنی فطرت سے
💯درد تو تب ہوا جب پھول🥀 بھی زخم دینے لگے
Kaanton se kya gila woh to majboor hain apni fitrat se
Dard to tab hua jab phool bhi zakhm dene lage
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کاش! 💔روح کی جگہ تم ہوتے میرے جسم میں
😔جب تم چھوڑ کے جاتے تو ہم مر تو جاتے
Kaash! Rooh ki jagah tum hote mere jism mein
Jab tum chhod ke jaate to hum mar to jaate
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
صبح ہوتی ہے شام ہوتی ہے
عمر یوں ہی تمام ہوتی ہے
Subah hoti hai, shaam hoti hai
Umar yun hi tamam hoti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کس قدر مشکل ہے یہ زندگی کا سفر
خدا نے مرنا حرام کیا ہے لوگوں نے جینا
Kis qadar mushkil hai yeh zindagi ka safar
Khuda ne marna haram kiya hai logon ne jeena
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بہت یاد کرتا ہے کوئی ہمیں دل سے
نہ جانے دل سے یہ وہم کیوں نہیں جاتا
Bohat yaad karta hai koi humein dil se
Na jaane dil se yeh woham kyun nahin jaata
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
urdu dukhi poetry
😔ٹوٹے ہوئے کانچ💔 کی طرح چکنا چور ہو گیا
کسی کو لگ نہ جاؤں اس لیے سب سے دور ہو گیا
Totey huye kanch ki tarah chakna chor ho gaya
Kisi ko lag na jaaye is liye sab se door ho gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
💯اگر دیکھ پاتے تو میری چاہت کی انتہا
تو ہم تم سے نہیں تم ہم سے محبت کرتے
Agar dekh paate to meri chahat ki inteha
To hum tum se nahin tum hum se mohabbat karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تم دعا ہو حسین لمحوں کی
ہم تو بس وقت کا تقاضا ہیں
Tum dua ho haseen lamhon ki
Hum to bas waqt ka taaqaza ha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وفا کی جنگ مت لڑنا یہ بیکار جاتی ہے
زمانہ جیت جاتا ہے محبت ہار جاتی ہے
Wafa ki jung mat ladna yeh bekaar jaati hai
Zamana jeet jaata hai mohabbat haar jaati hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عقل نے دیر کر دی آنے میں
عشق لے چکا تھا ہم سے کام اپنا
Aqal ne der kar di aane mein
Ishq le chuka tha hum se kaam apna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
قصہ بہت مختصر ہے میرے عشق کا
جو ملا ہی نہیں تھا وہ بچھڑ گیا
Qissa bohat mukhtasar hai mere ishq ka
Jo mila hi nahin tha woh bichhad gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
dukhi poetry images
میں کیوں خود اسے کہوں کہ بات کر لو مجھ سے
کیا اسے خبر نہیں میرا دل 💔نہیں لگتا اس کے بنا
Main kyun khud use kahun ke baat kar lo mujh se
Kya use khabar nahin mera dil nahin lagta uske bina
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ایک لمحے کے لیے ہاتھ رہا ہاتھوں میں
ایک لمحہ وہ میری زیست کا حاصل ٹھہرا
Ek lamhe ke liye haath raha haathon mein
Ek lamha woh meri zindagi ka hasil thehra
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کوئی نہ تھا میرے پاس دلاسے کے لیے
میں اپنی باہوں میں سر رکھ کر رو پڑا
Koi nah tha mere paas dilaase ke liye
Main apni baahon mein sar rakh kar ro para
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آواز نہیں آئی لیکن خدا کی قسم
ذرا غور تو کیجئے دل ٹوٹ گیا ہے
Awaz nahin aayi lekin Khuda ki kasam
Zara gaur to kijiye dil toota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ارے کوئی بتاؤ اس کو جا کر
نہیں رہا جاتا اس کے بغیر
Arre koi batao use ja kar
Nahin rehta jaata uske bina
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ روٹھا رہے مجھ سے یہ منظور ہے لیکن
یارو اسے سمجھاؤ میرا شہر نہ چھوڑے
Woh rootha rahe mujhse, yeh manzoor hai lekin
Yaaro use samjhaao mera sheher nah chhorey
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
dukhi poetry two lines
ہر بات پہ کر لیتے ہیں جو اعتبار آپ کا
ہماری محبت کو ہماری بے وقوفی نہ سمجھیں
Har baat pe kar lete hain jo itbaar aap ka
Hamari mohabbat ko hamari bewaqoofi na samjhein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تنہائیاں تھیں رات تھی تیرا خیال تھا
شور ایسا تھا کہ آنکھ لگانا محال تھا
Tanhaiyan thin raat thi tera khyaal tha
Shor aisa tha ke aankh lagana mushkil tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس سے اچھے ہزار لوگ مگر
اس جیسا ملا نہیں کوئی
Is se achhe hazaar log magar
Is jaisa mila nahin koi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہاتھ خالی ہیں تیرے شہر سے جاتے جاتے
جان ہوتی تو میری جان لٹاتے جاتے
Haath khali hain tere sheher se jaate jaate
Jaane hoti to meri jaan lutaate jaate
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ بھی ممکن ہے کہ ایک دن وہ پشیماں ہوکر
تیرے پاس آئے زمانے سے کنارہ کر کے
Yeh bhi mumkin hai ke ek din woh pashemaan hokar
Tere paas aaye zamaane se kinara karke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل نا امید تو نہیں ناکام ہی تو ہے
لمبی ہےغم کی شام مگر شام ہی تو ہے
Dil na umeed to nahin naakaam hi to hai
Lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
dukhi poetry in urdu text
مرحلہ دشوار آیا تو ظرف سب کے کھل گئے
لوگ جیسے لگ رہے تھے ایک بھی ویسا نہ تھا
Marhala mushkil ayaa to zarf sab ke khul gaye
Log jaise lag rahe the ek bhi waisa nahin tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میرا معیار کیا ہے کچھ بھی نہیں
دیکھ ایک آوارہ سا لڑکا ہوں میں
Mera maayaar kya hai kuch bhi nahin
Dekh ek aawara sa ladka hoon main
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کر کے وعدہ مکر گیا آخر
تو بھی دل سے اتر گیا آخر
Kar ke wada mukar gaya aakhir
To bhi dil se utar gaya aakhir
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
چراغ بجھتے چلے جا رہے ہیں سلسلہ وار
میں خود کو دیکھ رہا ہوں فسانہ ہوتے ہوئے
Charaagh bujhte chale ja rahe hain silsila vaar
Main khud ko dekh raha hoon fasana hotay hue
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر حال میں ہنسنے کا ہنر پاس تھا جن کے
وہ رونے لگے ہیں تو کوئی بات تو ہوگی
Har haal mein hansne ka hunar paas tha jin ke
Woh rone lage hain to koi baat to hogi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آپ مان ہی نہیں رکھ پائے
اب اکیلی محبت کا کیا کرنا
Aap maan hi nahin paaye
Ab akeli mohabbat ka kya karna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
sad dukhi poetry in urdu
پھر یوں ہوا کہ وقت میں مصروف کر دیا
ورنہ ہمارے پاس زمانے کے خواب تھے
Phir yun hua ke waqt mein masroof kar diya
Warna hamare paas zamaane ke khwaab the
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ وقت بہت کچھ چھین لیتا ہے
خیر میری تویہ مسکراہٹ تھی
Yeh waqt bohat kuch cheen leta hai
Khair meri to yeh muskurahat thi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد ان کے واسطے تماشہ تھا
مرشد ادھر زندگی تباہ ہو گئی
urshid un ke wasta tamasha tha
Murshid udhar zindagi tabah ho gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خوش بخش میں نہ آشیا نے میں
دل سا دشمن نہیں زمانے میں
Khush bakhsh main nahin aashiyaa ne main
Dil saa dushman nahin zamaane mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کہیں میں دیر سے پہنچوں تو یاد آتا ہے
کہیں میں وقت سے پہلے بھی جایا کرتا تھا
Kahin main der se pahunchon to yaad aata hai
Kahin main waqt se pehle bhi jaaya karta tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جب ہنس کر کہہ دوں کہ ٹھیک ہوں میں
تو سمجھ جانا رونے کے قریب ہوں میں
Jab hans kar keh doon ke theek hoon main
To samajh jaana rone ke qareeb hoon main
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
bewafa dukhi poetry
میں تم سے کیسے کہوں اے مہرباں میرے
کہ تم علاج ہو میری ہر اداسی کا
Main tum se kaise kahoon, aye meherbaan mere
Ke tum ilaaj ho meri har udaasi ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہنستا میں روز ہوں پر
خوش ہوئے ایک زمانہ ہو گیا
Hansata main roz hoon par
Khush huye ek zamaana ho gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اعلان کچھ یوں ہوگا ہماری مسجد میں
مرا ہوا شخص اج انتقال کر گیا
illaan kuch yun hoga hamari masjid mein
Mera hua shakhs ab intiqaal kar gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
محسن جب بھی چوٹ نئی کھا لیتا ہوں
دل کو یاد آتے ہیں یار پرانے کیوں
Muhsin jab bhi chot nayi kha leta hoon
Dil ko yaad aate hain yaar purane kyun
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نہیں عشق کا درد لذت سے خالی
جسے ذوق ہے وہ مزہ جانتا ہے
Nahin ishq ka dard lutf se khali
Jise zauq hai woh maza jaanta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this Dukhi Poetry in Urdu post interesting. I am very grateful for your time with me. If your friends have love, share it with them and become an equal partner; share the poetry of your Dukhi Poetry in Urdu so they can have some courage. So thank you very much.