We aim not to spread hatred on anyone but to stop the hatred in people’s hearts because many betray each other in love. Due to this, a lot of hatred is created in their hearts. For him, Jam Poetry has prepared Nafrat Poetry in Urdu, which you will like very much with the love of literature.
Here, you can read, share, and copy nafrat poetry in Urdu, nafrat Poetry 2 lines, nafrat poetry, khamoshi nafrat poetry in Urdu, Mohabbat se nafrat poetry, and nafrat poetry SMS.
nafrat poetry in Urdu
ہم چاہتے تو ان کو کب کا منا لیتے
💔مگر وہ روٹھے نہیں بدل گئے
Ham chahte to un ko kab ka mana lete
Magar woh roothe nahi badal gaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
💔ارے زندگی ملی تو کیا ملی بن کر بے وفا ملی
اتنی میری خطا نہیں تھی جتنی مجھے سزا ملی
Arey zindagi mili to kya mili ban kar bewafa mili
Itni meri khata nahi thi jitni mujhe saza mili
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
💔سمندرکا دوسرا کنارہ نہیں ہے
دنیا میں کوئی ہمارا نہیں ہے💔
Samundar ka doosra kinara nahi hai
Duniya mein koi hamara nahi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مجھے خود سے نفرت ہورہی ہے
کہ میرا انتخاب صرف تم تھے
Mujhe khud se nafrat horahi hai
Ke mera intikhab sirf tum the
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
وہ کسی اور ہی الجھن میں پڑی تھی
اور میں سمجھا اسے میری پریشانی ہے
Woh kisi aur hi uljhan mein pari thi
Aur main samjha use meri pareshani hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
nafrat poetry 2 lines
نصیب سے زیادہ بھروسہ تم پر کیا تھا صاحب
پھر بھی نصیب اتنا نہیں بدلا جتنا تم بدل گئے
Naseeb se zyada bharosa tum par kya tha sahib
Phir bhi naseeb itna nahi badla jitna tum badal gaye
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
ارے وہ محبت کرنے کے لائق نہ تھا ورنہ
اس سے وہ محب ت کرتے کہ زمانہ دیکھتا
Arey woh mohabbat karne ke laiq nahi tha warna
Us se woh mohabbat karte ke zamana dekhta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس نے اتنا کہہ کر فون کاٹ دیا ہے کہ کوئی آگیا ہے
مجھے آج تک سمجھ نہیں آئی گھر میں یا زندگی میں
sne itna keh kar phone kaat diya hai ke koi aaya hai
Mujhe aaj tak samajh nahi aayi ghar mein ya zindagi mein
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
محبت کے حصول اور ہیں اور کھیل کےاور ہیں صاحب
لیکن لوگوں نے محبت کو کھیل سمجھ رکھا ہے
Mohabbat ke hasool aur hain aur khel ke aur hain sahib
Lekin logon ne mohabbat ko khel samajh rakha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نبھانے کی چاہ دونوں طرف سے ہو تو
تعلق کبھی نہیں ٹوٹا کرتے
Nibhane ki chah dono taraf se ho to
Taalukh kabhi nahi toota karte
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
nafrat poetry
وہ بات بات پر دیتا ہے پرندوں کی مثالیں
وہ صاف صاف نہیں کہتا میرا شہر چھوڑ دو
Woh baat baat par deta hai parindon ki misalen
Woh saaf saaf nahi kehta mera shehar chhod do
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تم سے نفرت بھی اب نہیں کرتے
یہ بھی تعلق کی ایک علامت ہے
Tum se nafrat bhi ab nahi karte
Yeh bhi taaluq ki ek nishani hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
بے وفائی وہ گناہ ہے جس کی معافی نہیں ہوتی
جان لیتا ہے عشق صرف وفا کافی نہیں ہوتی
Bewafai woh gunah hai jiski maafi nahi hoti
Jaane leta hai ishq sirf wafa kafi nahi hoti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میں ایک بے وفا سے پیار کر بیٹھا
جس کے پاس دل نہیں تھا اقرار کر بیٹھا
Main ek bewafa se pyaar kar baitha
Jis ke paas dil nahi tha iqraar kar baitha
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
ارے مجھے معلوم نہیں تھا کہ وہ اس طرح کرے گی
میں آنکھیں بند کر کے اس پر اعتبار کر بیٹھا
Arey mujhe maloom nahi tha ke woh is tarah karegi
Main aankhen band karke us par itbaar kar baitha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
nafrat poetry in english
مجھے معلوم نہیں تھا کہ وہ اس طرح کرے گی
میں آنکھیں بند کر کے اس پر اعتبار کر بیٹھا
Mujhe maloom nahi tha ke woh is tarah karegi
Main aankhen band karke us par itbaar kar baitha
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
کتنا عجیب ہے ان کا انداز محبت
روز رولا کے کہتی ہے اپنا خیال رکھنا
Kitna ajeeb hai un ka andaaz-e-mohabbat
Roz rula ke kehti hai apna khayal rakhna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تنہا زندگی گزر سکتی ہے
مگر بے وفا کے ساتھ نہیں
Tanha zindagi guzar sakti hai
Magar bewafa ke saath nahi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
میں مر کیوں جاتی اس کے بے وفا ہونے سے
کیا وہی تھا اس دنیا میں دل لگانے کے لے
Main mar kyun jaati is ke bewafa hone se
Kya wohi tha is duniya mein dil lagane ke liye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ چاہتا تھا لیکن میں نے پہلے چھوڑا
اس کے حصے کی ندامت بھی میں نے اٹھائی
Woh chahta tha lekin maine pehle chhoda
Uske hisse ki nadamat bhi maine uthayi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
khamoshi nafrat poetry in urdu
ارے میں اس کو بددعا بھی نہیں دے سکتا
روزہ رکھا ہوا ہے کہیں قبول ہی نہ ہو جائے
Arey main usko baddua bhi nahi de sakta
Roza rakha hua hai kahin qubool hi na ho jaaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جس چاند کی چاہنے والے ہزاروں ہوں
وہ کیا سمجھے ایک ستارے کی کمی
Jis chaand ki chahne waale hazaron hain
Woh kya samjhe ek sitare ki kami
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
میں قابل نفرت ہوں تو چھوڑ دے مجھ کو وصی
تم مجھ سے یوں دکھا وے کی محبت نہ کیا کر
Main qabil nafrat hoon to chhod de mujh ko wasi
Tum mujh se yun dikhawe ki mohabbat na kiya kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ٹوٹ جائے گا تیری نفرت کا محل اس وقت صاحب
جب ملے گی خبر تجھ کو کہ ہم نے یہ جہاں چھوڑ دیا
Tut jaayega teri nafrat ka maqam is waqt sahib
Jab milegi khabar tujhko ke humne yeh jahan chhod diya
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
لوگ پوچھیں اگر میری کہانی تم سے
یہ کہنا کہ وہ نفرت کے لائق بھی نہ تھے
Log poochhein agar meri kahani tum se
Yeh kehna ke woh nafrat ke laiq bhi nahi the
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
mohabbat se nafrat poetry
تیری نفرتوں کے بازار میں نیلام ہو گئے ہیں ہم
جب سے تم سے محبت ہوئی عام ہو گئے ہیں ہم
Teri nafraton ke bazaar mein nilaam ho gaye hain hum
Jab se tum se mohabbat hui aam ho gaye hain hum
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
میں کیوں آنسو بہاؤں ان کی یاد میں
جو میری نفرت کے لائق بھی نہیں
Main kyun aansu bahaun unki yaad mein
Jo meri nafrat ke laiq bhi nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نفرت ہی نہیں دنیا میں ایک درد کا سبب
محبت بھی سکون والوں کو بہت تکلیف دیتی ہے
Nafrat hi nahi duniya mein ek dard ka sabab
Mohabbat bhi sukoon walon ko bohot takleef deti hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مجھ کو مارا گیا ہے نفرتوں سے
جناب مجھ پر الزام ہے محبت کا
Mujh ko maara gaya hai nafraton se
Janab mujh par ilzaam hai mohabbat ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
nafrat poetry images
نفرتوں کے تیر کھا کر دوستوں کے شہر میں
ہم نے کس کس کو پکارا یہ کہانی پھر سہی
Nafraton ke teer kha kar doston ke shehr mein
Hum ne kis kis ko pukara yeh kahani phir sahi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
غضب کے الفاظ کا کہے اس نے جدائی کے وقت
تم سے نفرت بھی نہیں کرتے پیار تو دور کی بات ہے
Ghazab ke alfaz ka kahe usne judai ke waqt
Tum se nafrat bhi nahi karte pyaar to door ki baat hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تمہاری نفرت پہ بھی لٹا دی زندگی ہم نے
سوچو اگر تم سے محبت کرتے تو ہم کیا کرتے
Tumhari nafrat pe bhi luta di zindagi humne
Socho agar tum se mohabbat karte to hum kya karte
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
Conclusion:
I hope you will find this Nafrat Poetry in Urdu post very interesting. I am very grateful for your special time with me. If your friends or relatives have love, share it with them and become an equal partner. Make sure to share Nafrat’s poetry so they can have some courage. So thank you very much.