Murshid Poetry in Urdu reflects the profound relationship between a spiritual guide (murshid) and a seeker (murid), exploring themes of guidance, enlightenment, and spiritual awakening. These poetic expressions often convey the deep trust, reverence, and love that a murid feels towards their murshid, portraying it as a beacon of light in the darkness of ignorance and confusion.
Afkar Alvi’s Murshid Poetry in Urdu lyrics is known for its eloquence and emotional depth. It touches hearts and souls with soul-stirring messages. Each line carries layers of meaning, inviting contemplation and introspection into the spiritual bond between the murshid and the murid.
murshid poetry in Urdu 2 lines
In just two lines murshid poetry encapsulates profound truths about the spiritual journey, urging the murid to seek inner wisdom and connection with the divine through the guidance of their murshid.
اے رب کائنات ادھر دیکھ میں فقیر کو
جو تیری سرپرستی میں برباد ہو گیا
Aye Rabb-e-Kainaat idhar dekh main faqeer ko
Jo teri sarparasti mein barbaad ho gaya
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
انسان میرے درد کو سمجھ سکتے ہی نہیں
میں اپنے سارے زخم خدا کو دکھاؤں گا
مرشدِ
Insaan mere dard ko samajh sakte hi nahin
Main apne sare zakhm Khuda ko dikhaoon ga
Murshid
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پروردگار بول کہاں جائیں تیرے یہ لوگ
تجھ تک پہنچنے کو بھی وسیلہ ضروری ہے
Parwardegar bol kahan jayen tere log
Tujh tak pahunchne ko bhi wasila zaroori hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد ایک ہی شخص تھا میرے قریب
مرشد وہ بھی ذاتوں کی بھیڈ چڑھ گیا
Murshid ek hi shakhs tha mere qareeb
Murshid woh bhi zatoon ki bhed chadh gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد ! میں جل رہا ہوں ، ہوائیں نہ دیجیے
مرشد ! ازالہ کیجے ، دعائیں نہ دیجیے
Murshid! Main jal raha hoon hawain na deejeye
Murshid! Azaala kijye duaain na deejeye
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
murshid poetry in urdu
مرشد کسی کی زات سے کوئی گلا نہیں
اپنا نصیب اپنی خرابی سے مر گیا
Murshid kisi ki zaat se koi gala nahin
Apna nasib apni kharabi se mar gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد ہماری فوج کیا لڑتی حریف سے
مرشد اسے تو ہم سے فرصت نہیں ملی
Murshid hamari fauj kya ladti hareef se
Murshid usse toh humse fursat nahin mili
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد پلیز آج مجھے وقت دیجیئے
مرشد میں آج اپ کو دکھڑے سناؤں گا
Murshid please aaj mujhe waqt dijiye
Murshid main aaj aapko dikhre sunaunga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد ہمارے ساتھ بڑا ظلم ہو گیا
مرشد ہمارے دیش میں ایک جنگ چھڑ گئی
Murshid hamare saath bara zulm ho gaya
Murshid hamare desh mein ek jung chhad gayi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد ہمارے ذہن گرفتار ہو گئے
مرشد ہماری سوچ کی بازاری ہو گئی
Murshid hamari zehan giraftar ho gaye
Murshid hamari soch ki bazaar ho gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
murshid poetry in urdu sms
مرشد بہت سے مار کے ہم خود بھی مر گئے
مرشد ہمیں ذ را نہیں تلوار دی گئی
Murshid bahut se maar ke hum khud bhi mar gaye
Murshid hamein zara nahin talwar di gayi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد ہماری ذات پہ بہتان چڑھ گیا
مرشد ہمارے واسطے بس ایک شخص تھا
Murshid hamari zaat pe bhatan chadh gayi
Murshid hamare waste bas ek shakhs tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہماری ذات بلندوں میں دب گئی
مرشد ہماری ذات پہ بہتان چڑھ گئی
Hamari zaat bulanduon mein dab gayi
Murshid hamari zaat pe bhatan chadh gayi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد خدا کی ذات پہ اندھا یقین تھا
افسوس اب یقین بھی اندھا نہیں رہا
Murshid Khuda ki zaat pe andha yaqeen tha
Afsos ab yaqeen bhi andha nahin raha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد محبتوں کے نتائج کہاں گئے
مرشد میری تو زندگی برباد ہو گئ
Murshid mohabbaton ke nataij kahan gaye
Murshid meri toh zindagi barbaad ho gayi
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
murshid poetry in urdu text
مرشد ہمارے گاؤں کے بچوں نے بھی کہا
مرشد کو آکھیں آ کے ساڈا حال ڈیکھ ونج
Murshid hamare gaon ke bachon ne bhi kaha
Murshid ko aakein aa ke sada haal dekh wanj
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد ہمارا کوئی نہیں ایک آپ ہیں بس
یہ میں بھی جانتا ہوں کہ اچھا نہیں ہوا
Murshid hamara koi nahin, ek aap hi hain bas
Yeh main bhi jaanta hoon ke achha nahin hua
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد خاموش رہ کے پریشان نہ کیجیے
مرشد میں رونا روتے ہوئے اندھا ہو گیا ہوں
Murshid khamosh rah ke pareshan na kijiy
Murshid main rona rote huye andha ho gaya hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد کسی کے ہاتھ میں سب کچھ تو ہے
مگر صرف کسی کے ہاتھ میں کچھ بھی نہیں
Murshid kisi ke haath mein sab kuch toh hai
Magar sirf kisi ke haath mein kuch bhi nahin
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد میں لڑ نہیں سکا پر چیختا رہا
خاموش رہ کے ظلم کا حامی نہیں تھا
Murshid main lar nahin saka par cheekhta raha
Khamosh rah ke zulm ka haami nahin tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
afkar alvi murshid poetry in urdu lyrics
مرشد جو میرے یار بھلا چھوڑیں رہنے دیں ان کو
اچھے تھے جیسے بھی تھے خدا ان کو خوش رکھے
Murshid jo mere yaar bhala chhode rehne dein unko
Achhe the jaise bhi the Khuda unko khush rakhe
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد ہماری رونقیں دوری نگل گئی
مرشد ہماری دوستی شبہات کھا گئی
Murshid hamari ronakain doori nigal gayi
Murshid hamari dosti shubhaat kha gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد اس کے ہاتھ میں ہر ایک چیز ہے
شائد مرشد ہمارے ساتھ بھی ایک یاد ہے
Murshid uske haath mein har ek cheez hai
Shayad Murshid hamare saath bhi ek yaad hai
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
مرشد دعائیں چھوڑ تیرا پول کھل گیا
تو بھی میری طرح ہے تیرے بس میں کچھ نہیں
Murshid duaain chhod tera pol khul gaya
Tu bhi meri tarah hai tere bas mein kuch nahin
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرشد پلیز آج مجھے وقت دیجیئے
مرشد میں آج اپ کو دکھڑے سناؤں گا
Murshid please aaj mujhe waqt dijiye
Murshid main aaj aapko dikhre sunaunga
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
murshid poetry in urdu lyrics
کمال کا طعنہ دیا ہے آج دل نے مرشد
کہتا ہے اگر تیرا کوئی ہے تو کہاں ہے
Kamaal ka taana diya hai aaj dil ne Murshid
Kehta hai agar tera koi hai toh kahan hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی سوچ میں بیٹھے ہیں ذرا سر تو ہلائیے
مرشد مانا دل نہیں ملتا ذرا آنکھیں تو ملائیے
Kisi soch mein bethe hain zara sar toh hilaaiye
Murshid mana dil nahin milta zara aankhein toh milaiye
✧✧✧✧✧⋆˙♡⋆˙✧✧✧✧✧
محبت قید ہے اس قید کا عادی نہ ہو جانا
مرشد
سلاخیں ٹوٹ جائیں تو رہائی مار دیتی ہے
Mohabbat qaid hai is qaid ka aadi na ho jaana
Murshid
Salakhein toot jaayein toh rehaai maar deti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you find this Murshid Poetry in Urdu post interesting. I am very grateful for your time with me. If your friends have love, share it with them and become an equal partner; share the poetry of your Murshid Poetry in Urdu so they can have some courage. So thank you very much.