If you are trying to find your Father Poetry in Urdu, Father Day Poetry in Urdu, two-line father’s poetry in Urdu, text, image, SMS, or father’s poetry in English, then you are right. You will find a beautiful and sweet collection of father’s poetry in Urdu. Loving, emotional, fantastic, and most importantly, this motivation will be a significant step forward.
Other Read: Maa Poetry in Urdu, Teacher Poetry in Urdu
Father Day Poetry in Urdu
Father’s Day is a day of celebration for all younger and older sons. It is celebrated on different dates in every country, recognizing fathers’ rights over their children. When Father’s Day comes around, and you’re looking for the perfect sentiment for an Instagram, email, text, or other social media tribute, these tremendous and best Father’s Day Poems in Urdu can help you.
یتیمی ساتھ لاتی ہے زمانے بھر کے دکھ
سنا ہے باپ زندہ ہو تو کانٹے بھی نہیں چھبتے
Yateemi sati hai zamane bhar ke dukh
Saana hai baap zinda ho to kaante bhi nahi chubhte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
باپ کی دعا اولاد کیلے ایسی ہے
جیسے نبی کی دعا امت کیلے
Baap ki dua aulad ke liye aisi hai
Jaise Nabi ki dua ummat ke liye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مجھ کو چھاؤں میں رکھا خود جلتا رہا دھوپ میں
میں دیکھا ایک فرشتہ باپ کے روپ میں
Mujhko chhaon mein rakha khud jalta raha dhoop mein
Mein dekha ek farishta baap ke roop mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ماں زندگی کی تاریک راہوں میں روشنی کا مینار ہے
اور باپ ٹھوکروں سے بچانے والا مضبوت سہارا
Maa zindagi ki tareek raahon mein roshni ka minar hai
Aur baap thokron se bachane wala mazboot sahara
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رب کی رضا والد کی رضا میں ہے
اور رب کا غصہ والد کے غصے میں ہے
Rab ki raza walid ki raza mein hai
Aur Rab ka gussa walid ke gusse mein hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
father poetry in urdu 2 lines
ایک مدت سے پکارا نہیں”ابو” کہ کر
ایک مدت سے ہوا یہ لفظ رخصت گھر سے
Ek muddat se pukara nahi “Abu” keh kar
Ek muddat se hua yeh lafz rukhsat ghar se
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس دنیا میں آپ کا باپ وہ واحد شخص ہے
جو چاہتا ہے کہ آپ اس سے زیادہ کامایاب ہوں
Is duniya mein aap ka baap woh wahi shakhs hai
Jo chaahta hai ke tum usse zyada kamyaab ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ماں باپ سے کبھی شکوہ نہ کرنا انہوں نے
آپ کو کیا دیا ان کے پاس بھی ساری زندگی یہی تھی
Maa baap se kabhi shikwa na karna unhone
Aap ko kya diya unke paas bhi saari zindagi yahi thi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جیسے جیسے عمر گزرتی ہے احساس ہونے لگتا ہے
والدین ہر چیز کے بارے میں سہی کہا کرتے تھے
Jaise jaise umr guzarti hai ehsaas hone lagta hai
Waliden har cheez ke baare mein sahi kehate the
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
والد کی زندگی تجربات کی کھلی کتاب ہے
اس کتاب کے ایک ایک صفحے سے استفادہ کرو
Walid ki zindagi tajurbaat ki khuli kitaab hai
Is kitaab ke ek ek safhe se istifadah karo
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس باپ کے آگے اکڑ کر نہ چلو دوست
جنہوں نے تمہیں مشکل سے چلنا سیکھایا
Is baap ke aage akad kar na chalo dost
Jinhon ne tumhe mushkil se chalna sikhaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بوڑھا ہو گیا ہوں میں تھوڑا وقت دیا کر
بیٹھ کر دوچار ہی سہی پر مجھ سے باتیں کرلیا کر
Boorha ho gaya hoon main thoda waqt diya kar
Baith kar do chaar hi sahi mujh se baatein karliya kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
father poetry in urdu text
جس کو ماں باپ کی بات سمجھ نہیں آتی
اس کو زمانہ بہت اچھے سے سمجھا دیتا ہے
Jisko maan baap ki baat samajh nahi aati
Usko zamana bahut achhe se samajha deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کچھ پل کیلے ساتھ میرے راستہ طئے کیا کر
مرجاؤں گا ایک دن چلاجاؤں گا تجھے چھور کر
Kuch pal ke saath mere raaste tay kya kar
Marjaunga ek din chhodjaunga tujhe chor kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
والدین سے اتنی محبت کرو جتنی خود سے
کیونکہ صا حب والدین دوبارہ نہیں ملتے
Waliden se itni mohabbat karo jitni khud se
Kyunki waliden dobara nahi milte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ماں کی خدمت سے جنت تو مل جاتی ہے مگر جنت کا
دروازہ اس وقت کھلتا ہے جب باپ کی عزت کی جائے
Maa ki khidmat se Jannat to mil jaati hai magar Jannat ka
darwaza Is waqt khulta hai jab baap ki izzat ki jaati hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بے شک ماں کے قدموں تلے جنت ہے لیکن یاد رکھو
باپ کی ذرا سی ناراضگی تمہیں جہنم پہنچا دے گی
Be shak maa ke qadmon tale Jannat hai lekin yaad rakho
Baap ki thodi si narazgi tumhe Jahannum pahuncha degi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نہ ہم نفس ہے نہ ہم سفر ہے بابا
یہ مکان در بدر ہے بابا
Nah hum nafs hai, nah hum safar hai baba
Yeh makaan dar-ba-dar hai baba
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
father poetry in urdu sms
نہ دن میں چاند ڈوبا نہ رات میں سورج نکلا
یعنی میری ہر ایک دعا بے اثر ہے بابا
Nah din mein chand dooba nah raat mein sooraj nikla
Yani meri har dua be asar hai baba
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ میرا انعام ہے یا سزا ہے میری
میرا مرض ہی چارہ گر ہے بابا
Yeh mera inaam hai ya saza hai meri
Mera marz hi charaa gar hai baba
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جا مانگو دے دیا کر ائے زندگی
کبھی تو میرے باپ جیسا بن کے دکھا
Ja mango de diya kar aye zindagi
Kabhi to mere baap jaisa ban ke dikha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جیب خالی ہو پھر بھی منع نہیں کرتے
باپ سے امیر انسان دیکھا نہیں میں نے
Jeeb khali ho phir bhi mana nahi karte
Baap se ameer insaan dekha nahi maine
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کندھوں پر جب میرے بوجھ بڑھ جاتے ہیں
میرے بابا مجھے شدت سے یاد آتے ہیں
Kandhon par jab mere bojh badh jaate hain
Mere baba mujhe shiddat se yaad aate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
death father poetry in urdu
چاہے کتنا ہی بوڑھا کیوں نہ ہو مگر
سب سے مضبوت ستون باپ ہی ہوتا ہے
Chahe kitna hi boodha kyun na ho magar
Sabse mazboot sautan baap hi hota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ماں باپ دنیا کی ہر ٹھوکر برداشت کرلیتے ہیں
سوائے اولاد کے ہاتھوں لگی ٹھوکر کے
Maan baap duniya ki har thokar bardaasht kar lete hain
Siwaye aulad ke haathon lagi thokar ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اپنے پھول جیسے باپ سے اونچی آواز سے بات نہ کرو خان
کیونکہ جب یہ خاموش ہو گئے تواس دن تم ان کی آوز سے ترسو گے
Apne phool jaise baap se unchi awaaz se baat na karo khaan
Kyunki jab yeh khamosh ho jaaye toh us din tumhein iski awaaz se darso gaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
گھر پے باپ کی آواز بھی بڑی نعمت ہے
دروازے کے باہر باپ کی جوتیوں اپناہی ایک رعب ہے
Ghar pe baap ki awaaz bhi badi naimat hai
Darwaze ke bahar baap ki jootiyon ka apna hi ek khauf hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
باپ کی جتنی ضرورت ہمیں بچپن میں ہوتی ہے
اتنی ضرورت ان کو بڑھاپے میں ہماری ہوتی ہے
Baap ki utni zarurat humein bachpan mein hoti hai
Utni zarurat unko bade hone mein hoti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
father poetry in urdu copy paste
باپ کی اپنے بچوں کے حق میں کی گئی دعا
ساتوں آسمانوں کو چیرتی ہوی خدا کے پاس جاتی ہے
Baap ki apne bachon ke haq mein ki gayi dua
Sato asmanon ko cheer kar Khuda ke paas jaati hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
باپ کا ہاتھ پکڑنا سیکھو زندگی بھر
کسی کے پاؤں پکڑنے کی نوبت نہیں آئےگی
father poetry in urdu
Baap ka haath pakadna seekho zindagi bhar
Kisi ke paon pakadne ki nobat nahi aayegi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
باپ وہ ہستی ہے جس کے پسینے کی ایک بوند
کی قیمت بھی اولاد ادا نہیں کرسکتی
Baap woh hasti hai jiska pasina ki ek boond
Ki qeemat bhi aulad ada nahi kar sakti
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آپ کو پتا ہے اگر باپ کا ہاتھ کندھوں پہ ہو تو
انسان دنیا کا طاقتور انسان بن جاتا ہے
Aap ko pata hai agar baap ka haath kandhon pe ho toh
Insaan duniya ka taqatwar insaan ban jaata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
father poetry in english
Tumhari Namaz, Roza ,Hajj, zakat, kis kam ka
Jab tumse tumhare walidain Khush na ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
hazaron Ki kamai hai magar sab bhar mein jaaye
Mujhe apney abbu key hathon 10 ka note lena hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Khuda kare who lamhe kabhi bhi khatm na ho
Jin lamhon mein hamare baap muskurate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Meri ungali pakar kar Chalte the ab mujhe rasta dikhate hain
Ab mujhe kis tarah jina hai mere bacche mujhe sikhate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Zara si tabiyat kya nasaz huwi meri Jamshaiad
Bacche vakil ko bulakar lae tabib sey pahley
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Baap ke samne uncha na bolna
Varna Allah tumhen nicha kar dega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Woh lefz dhoond raha tha laraztay hothon se
Baap ney betay sey baat karni thai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
Conclusion:
I hope you will find this Father Poetry in Urdu. I am very grateful for your particular time with me. If your friend’s mother, father, or brother has love, then to share the love with them and become an equal partner, make sure to share your father’s poetry so they can have some courage. So thanks full you very much.